lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu prarambh – abhi gamare

Loading...

haan !
shuru karte hai kya

it’s abhi gamare

pehli baar

prarambh karu ab shabdo ka
mere shabdo mein baarud bhara
pehla gaana mene likha hai
aaja laala tu sunn le zara
hai yeh asliyat
jo bhi baatein kare tu
hai woh sab galat
jo bhi baatein karu main
hongi sab woh sach
leta hu kasam
hip hop mein aaya naya stambh mein
tujhe sunaane
meri baatein tujhe batane
shabdkosh mera itna hai bhaari
itna hai tez jaise ki aari
yeh chal jayega tu dekhte rahega
me gaane banaunga tu sunte rahega
tu sekhte rahega teri roti tere tave pе
haan!
woh toh hona hai
kyuki tujhe khana h
jo farz hai tera nibhaana hai
yaha kaafi paisa kamaana hai
bambai toh bada deewana hai
yaha kaafi saare jhol hai
nashe ke liye yaha roll hai
kyu karta tu humein troll be
yeh duniya saari gol hai
tu toh dhol hai jo kabhi bajta nahi
control tu kyu karta nahi
ab aa g*ye hum is khel mein
hum karenge dil chahega sahi

naadan hai apne pitaji ka ladka
kyu bada hoke tu unpe hai bhadka ??
jisne diya tujhe jeewan daan hai
tu uski jara bhi qadar nahi karta
likhta hoon jo bhi sach main hoon dehta
tu khudpe bharosa na rakhta
kyu tujhpe koi crush nahi karta
baat sunn ya milega tujhe jhatka

aaja tujhe sikha denge hum
shayar tujhe bana denge hum
in saare rappero ki awaaz hai numb
tabhi toh mene kiya hai prarambh

mene kiya hai mera prarambh
bharne mere saare zakham
lo ab aag*ya hoon main
karne awaazin tumhari numb (3)

zakham dil pe hai, unhe kaise bharu ??
jo mene khoya hai kyu uss ydaa karu ??
ek baat kahu halaat kahu ?
mere paas hai waqt , kyu barbaad karu ?

mulaqaat karu unse main
dus saal pehle mila tha jinse main
na karna tu kabhi bhi buri sangat
yeh sab le lenge tujhe jhanse mein
sirf dard hai sunkoon nahi
sab badal g*ya par junoon wahi
sabke haathon mein hai kanoon yahi
yeh katenge gardan nakhoon nahi
yeh scene ek bhul bholaiya hai
ek saath tu 2*2 ka saiyyan hai
padhai mein doobi teri naiyya hai
bunk marke tu naache chaiyya chaiyya hai

tera bada bhaiyya hai, aur woh maiyya hai
jo teri kare chintaa, tere saath tere chiller hai
main toh k!ller be, mere saath meri jantaa
kuch kar le shuru zindagi mein ya milega tujhe ( ghanta )

haan sabar rakh dimaag rakh thandaa
ya aake dekh le mujhe, main hoon bada dheet banda

yeh toh shuruvaat hai, hum phir ayenge, hum phir ayenge
hum phir ayenge

mene kiya hai mera prarambh
bharne mere saare zakham
lo ab aa g*ya hoon main
karne awaazein tumhari numb ( 3 )

phir milenge !!!!

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...