lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu bye – aditya bhardwaj

Loading...

mujhe laga tha tu rukega
meri zindagi mein
jabse g*ya hai zindagi se
nahi hasi main
aisa mere saath hi hota hai kyun

har baari aata koi meri zindagi mein
bina bole chala jaata meri zindagi se
aisa mere saath hi hota hai kyun

jisse chaha tha sabse jyada
wohi chhod ke mujhe aadha g*ya haa haa haan!

nahi karna bharosa mujhe ab kisi pe
jise jaana hai wo chala jaye zindagi se
aur haan kabhi wapas mud ke aana na

ismein bhi meri hi to galti hogi
main hi to baaton se na palti hongi
meri hi bandiyon se jalti hogi na

usmein to pakka meri galti hoti
agar tere saath main bhi chal di hoti
nahi pata ke aage jaake hota kya

tujhe nahi tha bharosa to tu bol deta
muh pe aake meri aankhein dono khol deta
par na tujhse ye bhi hua na
haan jisse chaha tha sabse jyada
wohi chhod ke mujhe aadha g*ya haa haa haan!

haan to jo chala g*ya jaane dona zindagi se
jise aana hoga aayega wo zindagi mein
ab toh mujhe ghanta farak ni padta hai

kyunki ho g*ya hai pyaar mujhe ab khudi se
ab jaana nahi kabhi us bekhudi mein
aur haan ye pyaar vyaar baska na

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...