lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu humnava mere / baarish – aditya narayan

Loading...

humnava mere o o…

kya huaa asar tere saath reh kar naa jaane
ki hosh mujhe naa raha
lafz mere thhe zubaan pe aake ruke
par ho na sake woh bayaan

neendein jaake na lauti
kitni raatein dhal g-yi
itne taare giney ki
ungliyaan bhi jal g-yi

ho…
humnava mere tu hai to meri saansein chale
bata de kaise main jiyunga tere bina
ho.. faasle na de ki main hu aasre tere
bata de kaise main jiyunga tere bina

har waqt dil ko jo sataaye
aisi kami hai tu (aisi kami hai tu)
main bhi na jaanu ye
ki itna kyun laazmi hai tu (hai tu)

milne ko tujhse, bahaane karun
tu muskuraaye, wajah main banun
roz bitaana saath mein tere
saara din mera haaye

iss dard-e-dil ki sifaarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye isey woh baarish
jo bhiga de poori tarah (x2)

tu aakhri aansu o yaara
hai aakhri tu gham
hmm dil ab kahaan hai jo dobara
de dein kisi ko hum

dhadkan tera hi naam jo le
aankhein bhi paighaam ye de
teri nazar ka hi ye asar hai
mujh pe jo huaa

humnava mere tu hai to meri saansein chale
bata de kaise main jiyunga tere bina
ho.. faasle na de ki main hu aasre tere
bata de kaise main jiyunga tere bina

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...