lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu shuhul naar – ahmer

Loading...

[intro]
shehjaar kiuth? su osum
shuhul zan, aftaab asmaanas manz
beii chinar, shah be osus
beii chinar, shah be osus
pholaan be gaash sahras manz

[instrumental*break]

rowum yuss me cxondum
korum panun paan, naaras manz
harud me aav bahaar’e manz
zorum yi saaz, khaabas manz
na rudum me naav, na rudum zameer
na rudum me naav, na rudum zameer
na rudum me naav, na rudum zameer
na rudum me naav, na rudum zameer
[verse: ahmer]
jaise jee utha hun zinda phir se
ye woh falsafa jo rehta dil mein
ye woh tarjuma, hai jiski talash mein har insaan
aur jiske alfaz humare raaz, par gera humari awaz pe usska jo be zubaan
main paida hoke ussi aag mein doondhu apne nishaan
phir se, har kadam ki waja hai pur umeed
mera j*sm mera watan jaise, aur ye zakham bhi kaafi azeez
hai khwahishon ke bane baadal, jo aate na mere qareeb
ye behta lahoo mehsoos karu toh jaanu main apna naseeb
maine, kamar pe mustaqbil hai baandha
jo zakhmi hoke bhi na haara
ye haq pe goliyan hai khata
khayalon pe laga hai tala
hai asliyat bani afsana
aur jhoot hi leta jurmana
wajood hi mera sahara
ye mere haqooq ka naara
hai tuta jo taara woh juda dobara
aur rehne nahi wala, ye firqa, batwara
kehne nahi wala ye zulmi zamana, kya sehlegha tu aur kya sehne nahi wala
par kaash, hota ye sach
hota na sapna ye bas
dekho inn ankho se tum bhi ab
har tarfah kashmakash
[bridge: junaid ahmed]
the dilemma
na rudum mei naav
na rudum zameer
kus mei peer?
povhas bemaar
chu kus myon haqeem?
kus myon chu dos?
bha kemsund raqeeb?

[outro]
mastaan’as deywaanas kasb’uk’ui chaav
gireybaan rot’has kyah chui cxe naav?
katti peth’e aawukh cxe kott chui gacxun?
me’hasa chu qalam dal aab’e chalun
shuhul naar
shuhul naar
calm fire

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...