lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu prabhu toh hai ha jagah – air atman in ravi

Loading...

prabhu toh hai har jagah

prabhu toh hai har jagah..|| har shay mein woh hai..
koi jagah na  || jahan woh nahi hai..
kann-kan mein woh hai || uske bin kuch nahi hai..
sab kuch wahi hai..(x2)

aasman mein taaron ki || masti wahi hai..
surya wahi hai..|| chanda bhi wahi hai..
badal wahi hai..|| aasman bhi wahi hai..
sab kuch wahi hai (x2)..

phool mein prabhu hai..|| phal mein bhi prabhu hai.. mithas mein prabhu hai..|| sugandh bhi wahi hai.. bagon ke jadu mein -prabhu hi sama hai..
sab kuch wahi hai(x2)..

samundar ki gehraio mein prabu hai..
lehar mein prabhu hai..|| reit mein bhi wohi hai..
samundar ke kann-kann mein prabhu hi sama hai..
sab kuch wahi hai(x2)..

prabhu hi pahad hai..|| prabhu hi nadi hai..
vadi mein prabu hai..|| hawa bhi wahi hai..
garmi wohi hai || sardi bhi wohi hai..
sab kuch wahi hai (x2)..

panchi prabhu ,aasman bhi prabhu hai..|| badal prabhu.. aur hawayein wohi hai..
aasman mein jadu ||prabhu hi prabhu hai..
sab kuch wahi hai (x2)..

mujhme prabhu hai..|| tujhe mein bhi prabhu hai..
dil joh dhadkta..|| woh sach mein wohi hai..
insan jo jeeta.. || prabhu ki kripa hai..
sab kuch wahi hai(x2)..

saans joh hum lete.. || prabhu ki kripa hai..
uske bin toh kshan mein|| maut hojati hai..
prabhu ki kripa se-jag mein hum jeete hai..
sab kuch wahi hai(x2)

prabhu toh hai har jagah..|| har shay mein woh hai..
koi jagah na || jahan woh nahi hai..
kann-kan mein woh hai ||uske bin kuch nahi hai..
sab kuch wahi hai..(x6)

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...