lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu chhuan – akashh

Loading...

badan ki meri silwaton par
teri chhuan ka nishan hai

hmm hmm

badan ki meri silwaton par
teri chhuan ka nishan hai
mere hothon par jo aaya karti thi
un muskurahaton ka bayan hai
g*ye the jaisa tod ke
pada waisa hi mera makan hai
khada raha waqt ko jakad ke
meri aafat me fansi jaan hai

tumko nahi meri itni si kadar
aur mujhko ek tera hi gumaan hai
kitni pyari tum tumko nahi pta
aankhon par meri ehsaan hai
g*ye the jaisa chhod ke
bikhra waise hi sara samaan hai
na behle na manaye maane mann
kehta nahi par pareshan hai

konsi cheez kaha sab ajeeb yaha
mujhe kya pta hai
mujhe kya pta hai
mujhe kya pta hai
meri be*adbi bas tu samjhi
me laparwah hu
tujhe sab pta hai
tujhe toh sab pta hai
main kitna na*samjh me laparwah
tujhe tod ke aaya tha
main tanha chhod ke aaya tha
ab me kya jodne aaya hu
main na*samjh me laparwah
tujhe tod ke aaya tha
main tanha chhod ke aaya tha
main ab kya jodne aaya hu

kaise kate din renn sajni
jaadho maaro jaye

kya badan ki teri silwaton par
baki mera koi nishan hai
hmm hmm hmm
teri chhuan ka nishan hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...