lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu yeh jism – ali azmat

Loading...

yeh j-sm hai toh kya-
yeh rooh ka libaas hai
yeh dard hai toh kya-
yeh ishq ki talaash hai
fanaa kiya mujhe
yeh chaahne ki aas ne
tarah tarah shikast hi hua

fiza hai kya teri-
dil-o-jahaan tabaah kiya!
saazaa bhi kya teri-
wafa ko bewafa kiya!
waah re, zindagi se
yun mujhe juda kiya!
kahaan kahaan phirun main dhoondta?

razaa hai kya teri-
dil-o-jahaan tabaah kiya!
saazaa bhi kya teri-
wafa ko bewafa kiya!
dubara zindagi se
yun mujhe juda kiya!
kahaan kahaan phirun main dhoondta?

wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
wahaan jahaan teri hi bas talaash hai
wahaan jahaan tujhi pe khatm aas hai
wahin shuru, wahin pe daafn jaan hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...