lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu desolation – aliyas akhoon

Loading...

verse : [aliyas akhoon]

be*zubaan dil mera, kaise kare dard bayaan
wada wafa ka toh raha bas ek gumaan
khawishein jo thi ab ban chuke hai armaan
dil ka jo gulshan tha, ab ho chuka veraan

lagi jo nazar yaadon ka garh ab hai jal chuka
samne sabke hasta under se toh mar chuka
shabmai betha umeed ka aftaab ab dhal chuka
raha na phele jaise kuch, sab badal chuka

rahi na himmat ab, karne ko tujse baatien
chord di gaaliyan woh, jahan se tumthe jaate
yakeen nahi aata ab, tod diye hai saare naate
rahi fariyaad na koi, kisse ab kisko batate

tum mere saath nahi
muje be ab gilla nahi
sajdo mai roya dil
mila koii sila nahi
kaha tha tune kabhi
honge hum do juda nahi
pada kitaabon mai jo
pyaar waisa mila nahi
verse : [mohsin]

yah!

aya hu samne mai
rakhi yeh pardagi kyu
mayyat utha raha khudki
yeh taur e zindagi kyu
suna tha ghr se nikaltai hi milegi manzil
raastu pe yeh kaantai bikhrey hai jaise hai kanjarr

khuwahish yeh meri b ab khuwahish toh hoti nahi
dhadakta dil raatu ko tu soti nahi
kardiya tune sar e aam hisaab e jaan
badey hai gham par mohabbat se ab gila nahi

kya khbar mai iskadar hu besabr
lag*y yeh darr hu kaantu parr teri baatai karu aaj kal
mai bekhabar ab behtha hu mai rahguzar
mai darbadar hu khush nazar hu taa umar

huk*m e khuda
baad e saba
devar o dar parr woh aayi hai kyun
hadd e adab se salaam e shauq
jaan e ghazal mai woh aayi hai kyun

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...