lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu jiya kaanch ka – aman moroney

Loading...

akhiyon me ddekho meri baat ye bata do tum
kaahe aisa zaalim ho piya
tum hi ne paayal todi haaye re bairi zulmi tum
bolo kaahe toda ye jiya

bolo na bolo sajna
kyu ye bhi socho na
ke mujhko ko muskaa ke manaa lo
tumse jo roothi mai rahoon
yun baat na karoon toh
bolo kaise chainaa paa loon

paayal to chodo
qissa baad ka hai
jiya kaanch ka hai
paayal to chodo
qissa baad ka hai
jiya kaanch ka hai

kholi yun meri zulfein
kaano mein the jo jhumke
tumne zulfon me jhumke uljha diye
aata nahin khuch dhang se
anaari ho qasam se
jhumke bhi haye tode ye kya kiye
paayal bhi todi meri
haaye re bairi o re bairi
aur toda mera ye jiya
kisko bataun ja ke saari mai shiqayat teri
aisa hota hai kya piya

bolo na bolo sajna
kyu ye bhi socho na
ke mujhko ko muskaa ke manaa lo
tumse jo roothi mai rahoon
yun baat na karoon toh
bolo kaise chainaa paa loon

paayal to chodo
qissa baad ka hai
jiya kaanch ka hai
paayal to chodo
qissa baad ka hai
jiya kaanch ka hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...