lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu haiwaan – an1k8t

Loading...

[hook * an1k8t]
haiwaan hai saale, saale yeh haiwaan hai shaitaan hai
pehna bhes sabne bane insaan hai
hairaan hai, khuda bhi ab hairan hai
dekha meri banawaat saali nikli bemaan hai
haiwaan hai, saale yeh haiwaan hai shaitaan hai
bejubaan ki lete hai yeh jaan hai
khuda bhi ab hairan hai
pakda sir baitha wo bhi ab pareshaan hai

[verse 1* an1k8t]
kya kasoor tha uski jisne li gale mein faasi
kya kasoor tha jiski inhone jaban thi kaati
inki maati mein hi neechta aur khot
wo ravan bechaara toh yu badnaam hai
phir g*yi haar
kare bade vade phir kiya inkaar
insaaf ki ladai ladi, pad g*yi chaar
g*ya jo khilaaf, band uski awaaz
mehfuz nahi koi aurat
bhari padi gharpe daulat
kaise bhi aaye naubat
bus bani rahe shaan aur shaukat
tu baat karte bhagwaano ki par harkat kar shaitaano si
tu pooja kar bhagwaano ki laashe bicha bechaaro ki
mandir bana bhagwaano ke akhir kab tak yeh maanogey
waha pe naa milega wo jaha pe zulm hai saalo se
[hook * an1k8t]
haiwaan hai saale, saalе yeh haiwaan hai shaitaan hai
pehna bhes sabnе bane insaan hai
hairaan hai, khuda bhi ab hairan hai
dekha meri banawaat saali nikli bemaan hai
haiwaan hai, saale yeh haiwaan hai shaitaan hai
bejubaan ki lete hai yeh jaan hai
khuda bhi ab hairan hai
pakda sir baitha wo bhi ab pareshaan hai

[verse 2* xr]
sab shaant suni cheekein do
ek jaan g*yi ek nayi aayi wo
bolti na jo par bolti na kyu
bol hi kyu diye jab bolti thi wo
sochti bohot fir soti na wo
thi galti kiski par roti thi wo
chhoti akal teri hoti na to
na bujti g*yi kabhi jyoti thi jo
khoti niyat kahe haiwaaniyat
har baar baar baar par hui hadd
hal na sawaal ka excuses hai but
gender equality hain huh what??
thekedaar bane karne paar chale
bharli jeb par na pehredaar khade
feminist bhi pseudo aadhe ye
baised thoughts kya hi udhar kare
vaar kare dharmo pe na kalakaar dikhe
gaano mein jinke bus tiraskaar bikke
bazaar bikke izzat chehre lachaar
kaha nikle suraj yahan bus andhkaar dikhe
kaise kaise ab badle harkat
na jaane kab teri honi barkat
kya hogi poori jo uski hasrat
dikhegi kab chehre pe farhat
kehte kehte waqt thak gya
na badla kuch bus rakht gya
khuda bhi hoga haan sochta
naa jaane main kya rach diya
kehte kehte waqt thak gya
na badla kuch bus rakht gya
khuda bhi hoga haan sochta
naa jaane main kya rach diya
[hook * an1k8t]
haiwaan hai saale, saale yeh haiwaan hai shaitaan hai
pehna bhes sabne bane insaan hai
hairaan hai, khuda bhi ab hairan hai
dekha meri banawaat saali nikli bemaan hai
haiwaan hai, saale yeh haiwaan hai shaitaan hai
bejubaan ki lete hai yeh jaan hai
khuda bhi ab hairan hai
pakda sir baitha wo bhi ab pareshaan hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...