lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu nishchay – aniket raturi

Loading...

[intro:speech]

[verse: 2fistd]
god’s hand on my head, (god’s hand on my head)
god’s  plan administrate , (god’s plan)
after  she showed up she texted me how are you ?
i text her back that i ain’t broken down yet

[verse: aniket raturi]
haaji!pada akela, tab dekh kitne saath hote
rishton  mein aati doori waqt ke log sath khote
saath  toh naam ke kaamiyabi ke anjaam roke
sath khake ched, ganga mein behti vo
haath  dhotein
sath jo they, badhta unhi ke sang mein sath hoke
haadso se sambhla dhool door karu aankh dhoke
khoya khudmein chala phir sahi raaston pe, shabd ye barood hausle ye saare aag jhoke

[verse: 2fistd]
i  woke up from a dream yeah haven’t slept since then
grinding straight ain’t talking no c-ke ,no crack
still i’m dope y’all seems pretty hopeless
life on the tightrope but nah i ain’t feeling giddy (life on the edge)
spilling that ocean blue wooh ! sipping with the ginnie
feeling the wave fresh air uh rolling greenery
gotta lotta on my plate ain’t starving, i’m hungry
smoking crunchy yum yummy yummy, sweet munchies (yum yum)

[chorus: aniket raturi,dakait shaddy, 2fistd]
i decided i decided i decided i decided (mann me nishchay )
i decided i decided i decided i decided (mann me nishchay )
i decided i decided i decided i decided (mann me nishchay )
i decided i decided i decided i decided
kia hai man mai nishchay ab vo bure khwaab mujhe sath ni dikhte
kia hai man mai nishchay ab vo bure khwaab mujhe sath ni dikhte (mann me nishchay)
kia hai man mai nishchay ab vo bure khwaab mujhe sath ni dikhte (mann me nishchay)
kia hai man mai nishchay ab vo bure khwaab mujhe sath ni dikhte (mann me nishchay)

[verse: dakait shaddy]
kyunki rozaana hum maut se milte
hausale fisley
faasley adrishya they
vishwaas se chhipte
dikhe haar ke drishya
raat mein lupt mai
khaatme khud ke
laakhon tukde
aas ek khud mein jaise
khud ki aankho se milan
apne aane wale aur beetay kal ke baitha mai sang
bhale ehsaason se khatam
aakhri saanson tak kadam
na rukne ki maane wo dono
saansein aur kadam (til’ i die)

[verse: 2fistd]
bitter honey
rarely check my cell, well me going beyond call of duty
oo we are merely blessed that we got lucky
people think we dummy maybe at least we perceived, what it takes to be gutsy
woah and keep hustling (hustle hard)

[verse: aniket raturi]
aye saath kam ab, lagbhag kho chuka main sabhi ko
karta mehnat datt kar, taaki de saku kuch sadi ko (yeah, yeah)
maut se chupaati mujhe maut na choo paati
chooke maut ko bhi saanse leta
saath khadi sati vo, aye
karta mehnat, struggle mein kat ti hain kaali raatein
karte baatein music me savera na b-ss kaali raat hain
ab bhi aadho se gaali aur sunke kuch taali maare
shabd saare visfotak (mere bhai tu to taliban hai)
kaali zabaane sabha mein dete mujhko taane
jab koi tha saath na, sambhala baap aur khaali maa ne
bharu udaane mujhe khauf na uchaiyon ka
haan kalam se daastaan likhun rozaana aasmaan pe

[verse: dakait shaddy]
hum roz guzarte jung se
zimme pe zimmedariyan
rishte sang mein
haan mushkil hal hai
samay stabd jaise vish ho tann mein, (neelkanth)
rukne ka khauf nahi atal hai kiya nishchay man mein (we on)

[chorus: aniket raturi, dakait shaddy, 2fistd]
i decided i decided i decided i decided (mann mein nishchay )
i decided i decided i decided i decided (mann mein nishchay )
i decided i decided i decided i decided (mann mein nishchay )
i decided i decided i decided i decided (beshak) !!
kia hai mann mein nishchay, ab vo bure khwaab mujhe sath ni dikhte
kia hai man mein nishchay, ab vo bure khwaab mujhe sath ni dikhte (mann mein nishchay)
kia hai mann mein nishchay, ab vo bure khwaab mujhe sath ni dikhte (mann mein nishchay)
kia hai mann mai nishchay, ab vo bure khwaab mujhe sath ni dikhte (mann mein nishchay )

[outro: 2fistd]
we gon’ get it (beshak) (i decided i decided i decided)
ain’t gon’ stop (i decided i decided i decided)
dedicated to you (i decided i decided i decided)
ye junoon (i decided i decided i decided)

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...