lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu tum laut aao na – anshu

Loading...

kya tumhe yaad hai ve khubsurat pal
woh pahadon ki maggi,ve mitti ke ghar
woh nadiyon ka sangam, woh kadkati thand
woh kabile ka rang manch,ve pyaar bhare geet

kya tumhe yaad hai hamare use ghar ka naam
jise kabhi hum khayalon basaye the
tum jaanti ho na bada laparwah hoon par
aaj vi tumhare pyaare tohfe rakhe jaan se sambhal

badi raas aaya karti thi tumhari har adaen
har bandi se karun main taarif tumhare baare
yaara taras rahoon tumhari wahi masoom nigahen
mujhe ek mauka do main tumhen fir se mana lunga

kabhi yaadein aaye meri to aa jaana wahi shame
ussi dariya kinaare jahan mila karte thee
hum do j*sm ek jaan kabhi hua karte thee
isase pahle hum dost bhi to hua karte thee

wahi dosti lauta do meri ban jao humdard
main wada karta hoon tumhari be*wafai per iske baad kabhi koi gaana na banaunga
aashiqui bhula kar sachi dosti nibhauunga

shayad bhul g*yi ho wada hua tha еk roz
chahe jo bhi ho baat kabhi jayenge na chod
khеr ho jaata sabse bhul ab laut aao na
yeh na sochna ki main tum per gussa karunga
ek baras beet g*ya tumhare aane ki tamanna mein
aisi kya wajah rahi tum aaye nahi
aaj to khwabon,khayalo se door mujhse ru*b*ru milo na
aaj salgirah hamari

tum laut aao na aur dooriyan na badhao meri khoi hui zindagi ko rasta dikhao na
tum laut aao na
tum laut aao na ….

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...