lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu alvida – arijit singh

Loading...

alvida, alvida to nahi
alvida, alvida to nahi
j*sm se jaan juda to nahi

alvida, alvida toh nahi
j*sm se jaan juda toh nahi

rooh mein beh raha hai tu
rooh mein beh raha hai tu
aye, kahin tu khuda toh nahin
alvida, alvida toh nahin

koi roshni si hai ya koi khushboo hai
mere tan*badan mein hai kaun main ya tu hai

jaaniya ve
ek chhota sa mera zindagi se gila hai
aisa mukhtasar kyun dil ka silsila hai

sach bata sab khala toh nahi
j*sm se jaan juda toh nahi

jaaniya ve

jaaniya ve jaaniya ve
jaaniya ve jaaniyaa
jaaniya ve jaaniyaa

chal ek baar
chal ek baar uss paar chal ke dekhein
woh jo door door hai noor mal ke dekhein

janiya ve
chal barf ke jab uss taraf niklenge
sab chhod chhaad taaron ki aad mil lenge

yoon kabhi koi jiya toh nahi
j*sm se jaan juda toh nahi

rooh mein beh raha hai tu
rooh mein beh raha hai tu
aye, kahin tu khuda toh nahin

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...