lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu saanson ko – arijit singh

Loading...

saanson ko jeene ka ishaara mill g*ya
dooba main tujhme to kinara mill g*ya

saanson ko jeene ka ishara mil g*ya
zindagi ka pata dobara mil g*ya
tu mila to khuda ka sahaara mill g*ya
tu mila to khuda ka sahaara mill g*ya

ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada

aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka
palkon pe raatein liye, tere waste main jaga

aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka
palkon pe raatein liye, tere waste main jaga

mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu
teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga
tu mila to khuda ka sahaara mill g*ya
tu mila to khuda ka sahaara mill g*ya

main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara

main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara
juda jab se hua
tere bina khamosh rehta hoon me
labon ke paas aa
ab tu meri aawaaz bann ja zara
tu mila to khuda ka sahara mill g*ya
tu mila to khuda ka sahara mill g*ya

ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...