lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu o haseena zulfonwale jane jahan – asha bhosle , sonu nigam , mohammed rafi

Loading...

kaam aajayengi sard aahen meri
tum kisi raah mein to milo ge kahin
arrey, ishq hoon, mein kaheen theharta hi nahni

mein bhi hoon galiyon ki parchaai
kabhi yaha, kabhi waha
shaam hi se kuch ho jataa hain
meri bhi jaadoo jawaan

o haseena zulfon wali, jaane jahan
dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan
mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?
mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?

woh anjaana dhoondti hoon
woh deewana dhoondti hoon
jalaakar jo chup g*ya hain
woh parwaana dhoondti hoon

chup rahen, hain yeh kya dhang hain aapka
aaj to kuch naya rang hain aapka
aaj ki raat mein kya se kya ho g*yi
aapki saadgi to balaa ho g*yi

mein bhi hoon galiyon ki parchaai
kabhi yaha, kabhi waha
shaam hi se kuch ho jataa hain
meri bhi jaadoo jawaan
o haseena zulfon wali, jaane jahan
dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan
mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?
mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?

woh anjaana dhoondti hoon
woh deewana dhoondti hoon
jalaakar jo chup g*ya hain
woh parwaana dhoondti hoon

thairiye to sahi, kahiye kya naam hain
meri badnamiyon ka wafaa naam hain
katal karke chalein, yeh wafaa khoob hain
hain naadan teri, yeh adaa khoob hain

mein bhi hoon galiyon ki parchaai
kabhi yaha, kabhi waha
shaam hi se kuch ho jataa hain
meri bhi jaadoo jawaan

o haseena zulfon wali, jaane jahan
dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan
mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?
mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?

woh anjaana dhoondti hoon
woh deewana dhoondti hoon
jalaakar jo chup g*ya hain
woh parwaana dhoondti hoon

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...