lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu soneya | سونیا – asim azhar

Loading...

[gaane ke bol “soneye”]

agar nahi tha tu hona mera
keh deta ek dafaa
kaisy main chaahun kisi aur ko
kaabil hi nah raha

oh soneya kyun toreya
dil ikko si mera
oh soneya kyun toreya
ki kitta main tera

main kaisey tujh sy judaa reh sakon
main kaisey tum ko paraya kahon maane nah

dil kehta hai mera hai tu
hai mujhey jaane kyun
tery waadon py aitbaar

safar mein mery na hona tera
lagta hai iss tarah
jaisy baarish hawaa ki tarah
jaaye b*rs*n bina

oh soneya kyun toreya
dil ikko si mera
oh soneya kyun toreya
ki kitta main tera
kyun jeete jee sau sau dafaa main marun
bin tery jee ky bata kya karun

kaisy yun khush hai mery bina ab tu
pyaar mein dono thy
kyun nibhayen akeley hi hum

kyun wafayon ky kissey adhoore rahey
teri saanson ko hum na zaroori rahey
jeene ky vaastеy jo humein chahiye
sab mila kyun usi sy hi door rahey

sar jhukaa ky maanayе hai dharoharam
manga muflis ki tarah hai tujhko sanam
baaki hai aarzoo jab talak hai yeh dum
haari hain manzilen jaari hai yeh kadam

kyun wafayon ky kissey adhoore rahey
teri saanson ko hum na zaroori rahey
jeene ky vaastey jo humein chahiye
sab mila kyun usi sy hi door rahey

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...