lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu phasna nahi – bandzo3rd, deeking

Loading...

mumbai se delhi, jbp se cali tak
bajte ab pull rahe saare heavy kar
baatein nahi facts
toh raha woh main nahi kar

lab mein banta nashila hai chemical
gang nahi teri koi bete tu hai nahi thug
dikhna jo chahta tu
asal mein hai nahi par

lafda ho sir pe nahi
karta koi panic ab
baatein woh apni jo
jagah hai faili har

khoon mein nahi kami
sangeet ke nashe ki
khudse ki zyaada hai izzat iss samay ki
baatein jo bolu har baat hai pate ki

chhod tu rap ye tere hai bhale ki
media kamane faila rahi hai jhoot
par jaane bin baatein bana rahe hum kyu
rip legends sab ho rahe hai door

ki zinda nahi kadar toh marne pe kyu?
abe chhod na ye baat
ig pe aake nahi ch*dta main gyaan
ek ko bana diya, 100 ko bigaad
ye chaahte hai har jagah apna bas naam
chaahе uske liye bechna pad jaayе imaan
hawa mein kare baatein jo unse nafrat
nahi karta main baatein na faaltu bajjta

sk!lls ka nahi ghanta koi banta matlab
jab gaano mein tere lage kuch bhi sach na
bhai mere kar rahe sab streets pe hustle
mat de tu gyaan mera keemti har pal

certified banger ho dee ka jab verse
classic aur viral mein seekh le antar
ab ek do teen
dekh aur seekh

kaise khelte ye khel karu pesh aur geet
ek bohot hi mera, takeoff scene kara
mann karu jo karu case lock nahi
ptsd aaya drill mein deeking

badi picture dekh teri film ka the end
bandzo dee 2 king iss beat pe
paaya bhidne ke ab tak nahi gin tareeke?
mere har kadam pe

sab nazar hai rakhte
hum har samay aur
har jagah mein charche mein
sab samajhte karte sab jo lafde tum
bajjte sab hai gaano mein ab
sheher mein galti se fassna nahi masle mein
better hai baitha tu rehna fir ghar mein be
kehte woh gaata ye kyo bolo padhne aur

dost saare iske kyo bade umar se hai
khade jo saath woh waaqif hunar se hai
jaane woh baat alag kya hai ladke mein
respect woh de rahe jo game mein *rs* se
woh nahi hum aake jo chale g*ye jhatke se

paisa haata wo to anpad banata hai
kaam aisa kar jo mohabbat kamata hai
phooktey hi kyun ho jab likha nahi jata hai
rap to marr g*ya main wapas se lata hai

bandzo the 3rd, yeh tu kidhar se lata hai
loha barood wo usmein nahata hai
hara safaid hum pe fazal khuda ka hai
aur saath tiranga jo milke machata hai

dil ka sukoon jo hamesha nachata hai
wo khuda ka banda hai jo milke bachata hai
jo meri himmat hai woh mera datha hai
ghaur se suna kar bhai tera gaata hai
na hi main chaudhry na hi main tata hai
jo kuch tu dekh raha upar se aata hai
bhaigiri hunar aur bachpan se aata hai
rolex ki ghadi aur paeron mein bata hai

kismat talashna nahi mein lakeeron mein
alag mizaaj, aqeedat fakeeron se
mera muvaazana kyun kartay ho hero se
k*town, drigh road mein start kiya zero se

ganjey ki quality check karna b*roll mein
badshah ek aur tum log waziron mein
ilaka samundri, dost jazeeron se
lehja bohot katar, mu matlab ni kheeron se

manna lagwado naseeb ke do kush hain
maanne nahi lagana bro, line mein bohot rush hai
kamar pe tt aur bhai tera chokas hai
duniya deewani, karachi pe focus hai

chalri badmashi, nizam bhi bohot lush hai
aik number garh, kamari tak locus hai
launday kharpainch sab, nahi koi ruckus hai
milenga jald yeh gaana to notice hai

kis zurum mein aaye hai?
302 mein!
qatal kiya hai?
haan qatal kiya hai!

kitne qatal kiye hai?
chaar!
chaar qatal kiye hai?
haan chaar qatal kiye hai!

bus woh mereko gaali de raha tha
main g*ya paani ke liye
woh bola tumne choori kiya ye kiya woh kiya
mereko aadha ganta gaali diya bus
akhir mein mereko bhi gussa aaya
mereko bandook dhikata tha apna bus
maine bola mereko maaro woh nai maara maine maar diya

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...