lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu baatein – bbx king, mc swasher

Loading...

shaayari :*
kuch to sirf baatein hi reh g*yi thi adhuri
pura to karke jaana
ke kuch to sirf baatein hi reh g*yi thi adhuri
pura to karke jaana
bhale hi aaj tu mujhe pasand nahi karti
par baatein to kar sakti hai na

bbx king *
sun zara, tu bhi paas aaja na
kuch baatein thi aake sun jaana…

sorry, teri baatein samjh na saka
aur mai apne khayalo me hi dubta g*ya hu
teri ankhein kabhi padh na saka
aur dil me tere khudko hi dhundta phira hu

log bhi na jane kitne hai saare
raaste bhi na jane kidhar hai jaa rahe
na jane mai ye kidhar kho g*ya hu
dil ki us galiyon me mai tumhare

sari baaton ko ab teri samajtha g*ya
aur raazon ko sab ek saath jorta g*ya
yaadon ko mai teri har roz sametke
dil se apne sab lagata g*ya
waqt bhi kya kamina hai ye cheez
milne ki socha to aise hi guzar g*ya
mujhe pata nahi, ab kaha hai tu
phir bhi muskurakе ye gaana mai bana g*ya

ch*
kuch baatein reh g*yi thi
aakе zara sun jaana….
adhurisi jo reh g*yi thi
aake pura karke jaanaa….
ooooohhooooooo

mc swasher*
ha tere liye maine sab kuch apna chhora tha
duniya bharke waasto ko maine tora tha
kili nahi tu, tere saath mai bhi rota tha
tujhe kya pata mujhe dard ha hota tha

dayaro ko chhor, tere peeche mai khara tha
tujhse bhi pehle tere liye main padha tha
seediyo ko chhor, mai upar hi chala tha
tere liye maine ha sab kuch padha tha

tu rooth na jaye mai chup chap waha tha
mai nahi janta tha tere khwabo mein kaha tha
logo se na kuch bolu mai aisa tha banda par
tere liye maine ha sab kuch saha tha
bata deti agar pyar na tujhe karna tha
mai peeche haat jata tujhe khush dekh kar
ha bol deti agar tujhe dil mein na rakhna tha
aur na tere liye iss duniya se mujhe larna tha

haa galti tera maaf tha
mere haatho mein tera haath tha
chahe kitni bhi mushkile thi
mai hamesha tere saath tha

ab mai kya bolu tujhe
mai chup chap hi rehta
humari darmiya kitni yaadein aur
kitni saare baat tha

awaaz deti mai aau
tere liye har wo chhez laau
yaadon ko pura samet
ha mai unme wapas doob jaau

dubara na ye mai galti karu
log mujhe ab khete awara
awara nahi tha
mai har waqt bas tujhko chahu

pehle ki tarah kisiko apne yaadon mein na basaye
pehle ki tarah samne se ab mai na bolu hi
galtiya saari jankar mai na karu unko wapas
aur na pehle ki tarah dekhu agar tu wapas sharmaye
ch*
kuch baatein reh g*yi thi
aake zara sun jaana
adhuri si jo reh g*yi thi
aake pura karke jaana
oooooo….

ha tujhe kya mai dosh du
abhi bhi tu waisi hi
meri galti thi ha
tu na mere jaisi thi
harna mujhe pasand nahi
hara tha mai tere liye
sochta hu mai, pata nahin
tu kaisi thi

kagazo mein likh, mai baatein apni boldu
khuda kare ab mai bas tujhko yuhi chhor du
ab tujhe bhoolne puri koshis hai meri
apna dil aur ekbar, mai khudse hi tod du (x2)

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...