lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu tooti zameen – behen bhai

Loading...

ye chota sa ghar
jis main ham basain
udaasi main bhi
khelain aur hassain

wo nazuk deewaarain
ye tooti hui zameen
faasla ho
ham phir bhi hain yaheen

kal to aana hi tha
par yaad abhi hai waheen
ghar to jaana hi tha
aur ye tooti zameen

ye chota sa ghar
jis main ham basain
udaasi main bhi
khelain aur hassain

eenth ka makaan
aik din gir jaye ga
aur har zarra
mitti main mil jaye ga

kal to aana hi tha
par aaj main hai yaqeen
ghar to jaana hi tha
aur ye tooti zameen

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...