lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu samasya – believer

Loading...

verse(1)
thoda zorr de dimaag pe sochte upay
chalte hum asli nahi bante parchai
koi aur nahi khudse hola badhae
peeche nahi dekte jab samne lakshay
shuru kare chadhna ek ek sheedhi
raste mein millenge kitne paheli
tu mod le jidhar tu modna chahata
phasse daldal mein toh dhalta tu jata
haat ye shaant isko test karna nahi
janta hu mujhpe kya jachta nahi
jhat se jo milta uska fayda nahi
dheema chalta jo daud jeet ta wahi
chaal jo tu chalta woh chalta nahi
jo fuel du dimaag ko daudta wahi
meri kalam ki dharr koi janta nahi
mere nabs mein sangeet behta jabhi

hook(x2)
samasya samasya ab kaisi samasya
khudse khudse khudse hal kar samasya (x3)
samasya

verse(2)
ek samasya upay soche dus
nibhane ko hai bohot farz
safal ho aisa mangtе arz
bless karte sabko nahi karte curs
nirnay lеne se pehle karte vichar
mitaye mann ke saare bram
sans lagti manzil samne nahi lete dum
kya hoga khayal aata aisa aqsar
kalpana karte bhavishya ka drishya
accha lagta jab sahi dikhta chitra
kalam apna shaktishali yantra
shikshak hai kala mein uska shishya
samasya hal khatam hua uljhan
ab geheri sans lega ye mann
ab sar pe nahi iska bojh
doraye nahi samasya pray karta rozz

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...