lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu jeevan daan – bhaktaaa

Loading...

[chorus: bhaktaaa]
hatt saale chd de rasta
nikla main jodd ke basta
thoda sa matha jo khaska
kar dunga halat ye khasta
apna to awwal hai darja
tere wali kare meri charcha
loha ye jal ke pighalta
ulta ab karna hai naksha

[verse 1: bhaktaaa]
dekh or muh kam chala
suna tera gana di hai tootan bada
udega tu kitna yaha newton khada
main hu man chala or jab mann kara
to seb bhi dekh ke bolu hai ye santara
tu sir hila haan mein haan kar sath sath
hai badi meri thaat vaath
banwau taaj mere naam ka bhi tujhi se or du main tere haath kaat
baat vat jyada mujhe karni hai jamti nahi
chadai meri dekh yaar jalte nahi
haan daal thodi aur ye to kam hai bhyi
teri maut ka haan jyada mujhe gamm hai bhyi
haha ni saale karra mazaak main
teer seedha chidiya ki aankh mein
arjun
mile taane kaafi nikla bazzar mein
bola mujhe baap ne ke badhta ja
mat sun
ye launde sarе lage mujhe taamsik lassun
time bata bеta hue 4:20 bhassam
angooti pe bharosa ni hu khudi mein main ratan
hai maar peet pasand to kario na bhasad
pohchau tujhe ghaati ke paar
ab daam mere bade jaise haathi ke daant
muh mein daal ke haath nikalu chaati se bahar
to bada laga mere sir pe inaam
haan to
[chorus: bhaktaaa]
hatt saale chd de rasta
nikla main jodd ke basta
thoda sa matha jo khaska
kar dunga halat ye khasta
apna to awwal hai darja
tere wali kare meri charcha
loha ye jal ke pighalta
ulta ab karna hai naksha

[verse 2: rebel 7]
bhai tuh bawaseer hain
scene k hum ramadheer hain
nahi tere haalaat thik
aur hum smile kare jese baja sawa teen hain
apna toh bada scene hai
par nahi tere halaat thik hain
ye bole rebel bada mean hain
def you know what i mean hain
kuch na ilaaj tere grudge ka
kaafi chuck kare kaafi hain chakh liya chakhma
rebel aur bhaktaaa tau aur chaccha
jinki ni shamta lagni hain lanka
pehle prove kar maario style baadme
tujhe janta hi kon hain tere i card se
kaafi pair ghise ab hum fly maarre
chiye window middle mujhe aisle sathme
tuh hain jhaat barabar jaake height naaple
kare mehnat bhi hum sathme jhaai kaat te
appan grind maarke seedha bypass le
[chorus: bhaktaaa]
hatt saale chd de rasta
nikla main jodd ke basta
thoda sa matha jo khaska
kar dunga halat ye khasta
apna to awwal hai darja
tere wali kare meri charcha
loha ye jal ke pighalta
ulta ab karna hai naksha

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...