lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu ilaah – canviature

Loading...

ab kya hi bolu tere baare jab tu saath nahi hai
jaane kitni baatein dafan hongi saath hi me
tujhse pyaar karta iska koi malaal nahi hai

haal hai behaal tujhe ye ilaah nahi hai

ab kya hi bolu tere baare jab tu saath nahi hai
jaane kitni baatein dafan hongi saath hi me
tujhse pyaar karta iska koi malaal nahi hai
haal hai behaal tujhe ye ilaah nahi hai

i went down ab ye samay muhje todta hai
na jaane bolne wala kyu itna mon sa hai
jiske bolne ke mol ko jubaan se de tol
isi soch ne dubaya is jahaan ko hai

i had told you ki saath tere koi na hai
kabhi na sochna ye baat agar yaad na hun
toh kisi aur ko soch ke tu khuda se de bol
hum tak baat na pahunche toh woh khuda na hai

na jaane kyuun saath hai na tuuu
saath me tha khwaab me talaash karte saath me
mai karta teri par na naam suna maine mera tere muh

aisa kyuuu jaana aisa kyuun
kisi aur se hai pyaar bakhub nibhana yaar
koi saath na toh khatam hota pyaar na hai

hum na bhool paae tujhe chaahe saath na tu
ya kisi aur me jhalak teri maan lenge
ya teri yaad ko baisakhi jaisa saath samajh
adhura jeevan hasi khusi bacha kaat lenge

ab jab yaad bhi hai aati toh hum chor dete
kasoor pyaar jaana tera kisi aur sa hai
hum toh dhood re the khwaab jise thaamna tha haath
magar sparsh usme likha kisi aur ka hai

ab na dil mera kaabu me
na hi meri rooh
meri jaan tere paas kisi chaand si woh khaas
sabhi aanch se bachana chahe naam ki ho dhoop

aisa kyuuu jaana aisa kyuun
kisi aur se hai pyaar bakhub nibhana yaar
koi saath na toh khatam hota pyaar na hai

ab kya hi bolu tere baare jab tu saath nahi hai
jaane kitni baatein dafan hongi saath hi me
tujhse pyaar karta iska koi malaal nahi hai
haal hai behaal tujhe ye ilaah nahi hai

ab kya hi bolu tere baare jab tu saath nahi hai
jaane kitni baatein dafan hongi saath hi me
tujhse pyaar karta iska koi malaal nahi hai
haal hai behaal tujhe ye ilaah nahi hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...