lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu maine zindagi – chacky yen

Loading...

[verse 1]
maine zindagi ko ek patkatha ki tarha dekha tha
par kya pata tha, ek khata jo main ne kiya tha
vo rukh mod kar mere saamne he khada tha
saam daam dand bhedh, chedh, sab kar liya par
aj bhi kyun main is mod pe aa khada tha
kyu, kadar, is shaam ki anhar, mein bhi main har
us dagar ko jaanta hoon main, dar, kya pata kya khabar
kaha hai tu, jahan hai tu kar sabar, main is sheher ki har sadak har neher, ki kar leher se wakif hoon
har un kaanon ki leher, mein ab un har ratoon ki keher
mein tere saath hoon, bas haath tham ke tu chal
raat baaki hai, tere saath raazi hai tera dar
ab nikal, chal, us sadak pe chal
jahan na koi chala hai, ruk na, bas sambhal
sab bhool ja, bas tuhe jaanta hai tera kal

[verse 2]
shayad peeche chhod di maine teri kahani
ab dekhta hoon to lagta hai ki, main to kahi tha he nahi
kitna, samjha ya par tune meri ek ni mani
main rota raha, teri yaadon he mein khota hai
par aaj samaj aaya, main to khotta he reh g*ya
is char diwari mein, khud ko kosta he reh g*ya
sab kuch tera, main tu tera, tu bhi teri,.
teri baatein, tera pyar, teari ek chota sa sansaar
jise maine apna banaya, apnaya, tujhe apna samaj ke samjhaya
par phir be tune ek ni mani
kya mila, kuch nahi, bas yahi, ki mere liye kuch bhi na likhna
par dukh is baat ka hai ki
tere naam pe maine poori kitaab hai likh dali

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...