lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu aarzi ghum – cyph  e

Loading...

ye lagraha ki hai mera dil jalraha
darr lagraha muje kya hoga kal savera
sab mera tu jab ho sath mera sang savera
tab banega meri iss rooh ka roop sunehra

tasveer se teri ! meri hoti meri guftgu
iss beech mai bas teri un ankho ko sunu
kheenchle muje, aaj bi teri hasi aise kaise
gante beet g*ye mai abi honto par he hu

tujhe ishq hai , aur muje beshumaar
tu meri hai toh phir kyu hu bekarar
kab ayegi tu , takti ab ye deewaar bi
2.5 saal , intezar , phir tu de karaar
aaye jab tu hu mai yehi khada
tu he ek shakhs jo mere liye khada
tu he bani meri jaga jaha mili pana
tu mera jahan, meri jahan*panah

wo meri chaut meri marham bi
ek he dost meri, kabi dushman nai
soch ki khoj jo thi , uske badhkar bi
yehi shakhs bani hal meri har mushkil ki

saya sa , lagi dhoop mai
judg*ya , jo meri rooh se
sukoon mile jab hile wo labb tere
bas tujhse mere shikw yu hai

kyu hai? ye doori bi zaroori
tu nai , toh raatei ye adhoori
kabi kehti nai thi khwashioho ka
boj nai dala mujpe bandisho ka

bakhuda ek saat sau crore mai tu
chahu tuje aaj saat sau kar ode mai lu
haa! wapas akar na kabi chordna tu
haasil hokar peehce karna chord du kyu
aane wala kal tuje pehle he hawaale
ab ye terzi meri thehre iss se kya b*n*le
faasla ya paas la , ye hai faisla tera
mere to ibtida se intiha ulfat ke fasane

verse 3

karu zamana define , usme mai aati nai
karu afsana bayan,bintere meri writin ni
karti nai ye mujse baat , its temporary
lekin jo ye dil ka kare hal, its k!lling me

na heer ranja , ye aur koi kahaani
mene sher jo likhe unko tune zaban di
rag rag mai hai basti ye nai kehne mai sif
mili toh hal he mai par lagta rooh arso se pechanti..

ye jo gum hai , wo hai aarzi
iss thand mai , aati bahaarsi
tu , thaanli ki ab na haar maan ni
kyuki gum jo hai , wo hai aarzi

sabse mukhtalif hai , isme shakh nai
mila mukhtalif se , mile aise shakhs nai
janta hu ye wo shaitaan wale raqs nai
aur karu bayaan itne mere lafz naii

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...