lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu gunda gardi – danav (ind)

Loading...

yaad rakh pehle marne se likhi thi
chitah na hai wo meri umeede hai kisi ki
nahi hawa wo hai dakiya lejata jo
dhua na hai wo chitthi hai dushman ki khushi ki

apno ke gam gam gairo ke bhulaye
agar suraj dikhein jale fir kyun taare timtimaye
tu nakalchi meri rooh asal si
boy kavi hun mai likhu jo hai meri marzi

gunda gardi gunda gardi haq toh chinu baaki du dhakal nahi
kar chu chapad ni kar du mein chalni bandook chalti teri rooh machalti
karun gunda gardi gunda gardi haq toh chinu baaki du dhakal de
karun gunda gardi gunda gardi haq toh chiny baaki du dhakal nahi
kar chu chapad ni kr dun me chlani bandook chalti teri rooh machalti

kam jor mere aage zara kam bol
har bol mera hawa de rang khol
kanth khol jab barsunga cham cham
jhoom uthe fans bane mor naache pankh khol

tumhe pata ab mai rehta na aalsi
baithne se pehle ab baat karu kaam ki
jaha labh na jaladun baat agni me daal ghee
ho asli ki sikh baaki nakli ho haar jeet
manjil ab dur nahi
shaq waali nazrein kuch ghoor rahi
todne ke baad maine kiya mehsoos
meri chahat thi khusboo wo phool nahi

har jagah sе sikha nazariye ko khol
kitabo ko chhod insaano ko chhodh
chudailo se sikha piche mudna nahi dеkha
ulta pairo se badhte use aage ki aur

aas badhi yaha sabhi mere pe aankh gadhi
gadbadi kari fir hadbadhi me baat badhi
naak kati jo haara to zyada aag badhi
kuchal ke fan tere lene aaya naag mani

firun naachta mai ghumta azaad sa
main chal padu vahi jaha leke chale raasta
kaisi hai ye daastan na apno se vaasta
maa baap mere zinda fir bhi lagun mai anaath sa

jeevan ek race vo bacche jo tez or this is the mother f*cking truth
zindagi ka aaina bhi gaadi ke seeshe sa enemy are closer they look
sakta na mai to ab ruk ye bheed toh kuchlengi chode na kuch
mai bhaga toh khudhi ki nazro me girunga log toh kuch din hi bole fir chup

aata kya hi mujhko fir bhi banta mai siyana
shaunk tha fir aadat ab mai ban g*ya deewana
jalte mere apne piche rehta na zamana
saccha pyaar paana mushkil tabhi nafrat mai kamata
sine me ye aag si mera dil ye laalchi
maa maut ke khel se hogi sayad hi wapsi
sala ehsaas is baat ka mai bhi kitna manhoos
brahmachar haath se likh paaya zindagi khaas ni

dhairya hi raaj ni furtilapan saath hi
ek umar ke baad jo aaj wo khaas ni
kaamyaab kya karun mai ho show jab naachu ho ghutno me jaan
sale sirpe baal ni

karu dhang se baat ni
na mai dhang ka aadmi
teri lanka lagane me na vilambh koi aaj bhi
har shabd me taajgi
jaise therapy kaan ki

mujhe sun badhi speed tere pehle se saans ki
sirpe jajanch si
bidi foonk li bhaang ki jaise
dar waali feel toh ab bachi bas naam ki

sala khudka ka ye haal dekh khud hi hairaan
sali ab jaake samjha mai keemat ho pyaar ki
har har bolu mai raadhe shyaam
karke na chodun mai aadhe kaam
u can’t spit like me tera thook hua khatam man
logo ki jaa jaa ke gaande chaat
baat ulti hi kar yahan khake bahar
aise rishto ke deta mai dhaage kaat

kalakaar hazaro jo kaabil yahan par kaiyo ke kismat ne baandhe haath
kal ka inaam paaye tu badal ni
maine kya kya dekha paaye tu samajh ni
main bhi chalta akela saath tu agar ni

sala mai bhi hun sahi agar tu galat ni
paap karun aise saza mait bhi k*m si
mare saamne kyun rahe teri bolti band si

tu nakalchi meri rooh asal si
boy kavi hun mai likhun jo hai meri marzi

gunda gardi gunda gardi haq toh chhinu baaki du dhakal ni
kar chu chapad ni kar dun mai chlani bandook chalti teri rooh machalti
gunda gardi gunda gardi haq toh chhinu baaki du dhakal ni
kar chu chapad ni kar dun mai chlani bandook chalti teri rooh machalti

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...