lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kaaafi!.wav – darcy

Loading...

[hook]
mile kaafi waqt par pade kaafi nahi
bolna bahut kuch par kuch bhi baaki nahi
bacha kuch bhi baaki nahi
(baaki nahi)
kuch bhi kaafi nahi
padna kyu hai peeche jab wo raazi nahi
sahe kaafi zulm par pade kaafi nahi
kaafi nahi
kaafi nahi
kaafi nahi usko kaafi nahi
[verse 1]
chehre pe bas dikhta uska gam
paani sar ke upar usko lage phir bhi kam
galti uski ek ki hai uska savla nahi hai rang
ye kaisi si hai jung
nah usko dar koi 27 club se wo chahti forever rehna young
dheere se dheere se
mila usko koi laga wo dono toh koyle me heere the
usne bheje phir tasveere
par jali nikla pyaar kyuki uske andar keede the

[hook]
mile kaafi waqt par pade kaafi nahi
bolna bahut kuch par kuch bhi baaki nahi
bacha kuch bhi baaki nahi
(baaki nahi)
kuch bhi kaafi nahi

[verse 2]
parivar dekhe uske haatho ke lakeere
afwa pe bharosa na khud ke beti pe koi yakeen hai
pairo tale uske khisak rahi ab zameen hai
uska toot g*ya poora ka poora zameer hai
maano na ye maano ye
jo bhi tum ho bolte wo toh tum pe bhi ab lagoo hai
ghutke jeeti roz tabhi baatein nahi chalu hai
rehti nahi hosh mei tabhi nikalte ab aasoon hai
maano na ye maano ye
jo bhi tum ho bolte wo toh tum pe bhi ab lagoo hai
ghutke jeeti roz tabhi baatein nahi chalu hai
rehti nahi hosh mei tabhi nikalte ab aasoon hai
[hook/outro]
mile kaafi waqt par pade kaafi nahi
bolna bahut kuch par kuch bhi baaki nahi
bacha kuch bhi baaki nahi
(baaki nahi)
kuch bhi kaafi nahi

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...