lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kaali raat – dev

Loading...

inn kaali raaton me
tum mujhko panah do
pyaar hai ya talab
yeh mujhko bata do
bewafa lagein sab
tum mujhko wafa do
haan mai tumhara ba
yeh haq jata do

inn kaali raaton me
tum mujhko panah do
pyaar hai ya talab
yeh mujhko bata do
bewafa lagein sab
tum mujhko wafa do
haan mai tumhara ba
yeh haq jata do

inn kaali raaton me
tum mujhko panah do
pyaar hai ya talab
yeh mujhko bata do
bewafa lagein sab
tum mujhko wafa do
haan mai tumhara ba
yeh haq jata do
woh kahaniyan tu mujhko
firse suna na
sone de inn raaton me
ab mujhko jaga na
khaali barsaaton me
tum hi ab aana
aisa mila dard mujhe
jiski dava na
karenge wo baat bhi
tu firse sata na
khudko mai kho chuka
ab tujhko hai paana
mil ke hum judaa ho
yeh kaisa hai fasana
sunenge wo nagme
ab door tum na jaana

inn kaali raaton me
tum mujhko panah do
pyaar hai ya talab
yeh mujhko bata do
bewafa lagein sab
tum mujhko wafa do
haan mai tumhara ba
yeh haq jata do

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...