lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu mera (lo-fi) – dj viju

Loading...

saari raat aahein bharta
pal pal yaadon me marta
maane na meri mann mera
thode thode hosh madhoshi si hai
neend behoshi si hai
jaane kuch bhi na man mera
kabhi mera tha par ab begana hai ye
deewana deewana samjhe na ho…

kabhi chup chup rahe
kabhi gaaya yeh kare
bin poochhe teri taarife sunaya yeh kare
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
kuch jaane agar to itna ke
yeh tera deewana hai re
mann mera, maane na mann mera
mann mera, maane na mann mera

kabhi chup chup rahe
kabhi gaaya yeh kare
bin poochhe teri taarife sunaya yeh kare
hai koi haqiqat tu ya koi fasana hai
kuch jaane agar to itna kе
yeh tera deewana hai re

mann mеra, maane na mann mera
mann mera, maane na mann mera

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...