lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu out of sampark – emiway bantai

Loading...

[intro]
(aap jis nambar par kol kar rahe hai vo ya to pahunch se baahar hai ya abhee band hai krpaya baad mein phir se prayaas karen)
machayenge!

[chorus]
chal band kar, seedha sound kam kar
teri truck chalti hai to apna chalta dumpher
bol bachhan, shanpatti chal chotte kam kar
call karke dekh mera number out of samparkchal band kar, seedha sound kam kar
teri truck chalti hai to apna chalta dumpher
bol bachhan, shanpatti chal chotte kam kar
call karke dekh mera number out of sampark

[bridge]
(apaṇa dhayan number pe sampark karne ka prayatna karaha to ya wahi sampark cherta mein bhi naahi kinva banda ahe. krrpaya thoda veḷanantara prayatna kara)
(aap jis nambar par kol kar rahe hai vo ya to pahunch se baahar hai ya abhee band hai krpaya baad mein phir se prayaas karen)
(the number you are calling is either unreachable or switch off at the moment, plеase try again later)

[verse 1]
haa*haa main rapper banna sikha par kamana nahi sikha
lеkin jo paise kamaaya wo bachana nahi sikha
kyuki sab paise ghusata hoon main video mein
bhade ka paisa bharna padta mere studio meinhaa.. na leta sponsor na leta kisse paisa
asli indipendent banna hai, ban mere jaisa
aisa banne dil saaf hona chahiye
itna safal ho sabki udas honi chahiye
[chorus]
chal band kar, seedha sound kam kar
teri truck chalti hai to apna chalta dumpher
bol bachhan, shanpatti chal chotte kam kar
call karke dekh mera number out of samparkchal band kar, seedha sound kam kar
teri truck chalti hai to apna chalta dumpher
bol bachhan, shanpatti chal chotte kam kar
call karke dekh mera number out of sampark

[bridge]
(taiyaar hai ki nai public.. machayenge, machayenge, machayenge)
(sun, sun, sun maloom hai na kya) haa

[verse 2]
ye saare jholam jhal se door hoon main isiliye to mashoor hoon main
khana sahi samay pe nahi kha pata majboor hoon main
aur, special lines for some fake rappers
beta sun, tum sirf chaar(4) baar ke
hum aatha(8) baar nahi naao(9) baar nahi baar baar ke
sudharunga main insabko maar maar ke
mere kaam se famous hona chahte ye mere naam se
jhand rappero ki ginti karta jhandu*bam se
jubaan se zillat niklegi, khoon niklega kaan se
muh se nahi bakte ye bakte aapne…haan, 5 saal ki ye mehnat
kab sona, kab khaana, kab kya karna mujhe keh mat
kitno ne bola rap karke na b*rs* rehmat
teri kya sunu bey mere maa baap hai sehmat
[chorus]
chal band kar, seedha sound kam kar
teri truck chalti hai to apna chalta dumpher
bol bachhan, shanpatti chal chotte kam kar
call karke dekh mera number out of sampark
(chal nikal)

[verse 3]
kaun sath hai aur kaun utha raha hai faida
samne se bhai bhai piche se al*qaeda
freedom to speech chhoote kaanoon na kaida
bantai boli rap scene main maine kiya paida
jab baat sadak ki aati hai to bhai tera bhadakta hai
kadam meri hai boli tu fir kayko fadakta hai
hadapta hai, soch mera saare aaache cheej ko
tum jaise bachkane aake puche mujhe paease do, gyan
gyan mere gaane mein hai
bina bole kaam karkle dikhane mein hai
bhot maza khote logo ko sataane mein hai
mehnat karke hasil hone pe machane mein hai
main machaunga. bohot jald aaunga
khane milega pura akela nahi khaunga
hard jagah jaunga, video banaunga
zindigi ko jeete kaise ye sabko dikhaunga
sirf dekhte reh
tu sirf dekhte reh
chal aankh senkte reh
[outro]
(dhyan number, dhyan number, dhyan number, dhyan number..
dhayan number, dhayan number
dhayan number pe sampark karne ka prayatna karaha to ya wahi sampark cherta mein bhi naahi kinva banda ahe. krrpaya thoda veḷanantara prayatna kara)
(aap jis nambar par kol kar rahe hai.)

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...