lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu aajana – eric stephen

Loading...

mere bina baatein kiye din jaye na
jab paas mein tha tab tu aayi na
wo karre mujhe stalk baby ab kya faida
lo mein jaa chuka dur ab na wapas aaunga

mere bina baatein kiye din jaye na
jab paas mein tha tab tu aayi na
wo karre mujhe stalk baby ab kya faida
lo mein jaa chuka dur ab na wapas aaunga

aajana aajana kheti mujhe pyaar se
aajana aajana baithi intizar mein
aajana aajana tu hi mera pyaar hai
tere siwa aur kon yaha

aajana aajana mujhe tujse pyaar hai
aajana aajana baithi intizar mein
aajana aajana tu hi mera pyaar hai
tere bina jao kaha

tune hi chadaya mujhe pyaar ka bukhar
tune hi tha diya mere bhoot ko utar
agle hi din tujhe mila naya pyaar
club gaari ghar bari paise wala yaar
yaar nhi tera main na mujhko pukar
badli nahi tu thora khud ko sudhar
maaf kiya maine tujhe 3,4 baar
abhi waqt na jo sunu tere sad samachar
aajana aajana kya karoon aake na bhulunga tujhko ye bola tha gaa ke
dil mera toota tha dil ko laga ke to kho gai tu kahi dil mein sama ke

aajana aajana kya karoon aake na bhulunga tujhko ye bola tha gaa ke
dil mera toota tha dil ko laga ke to kho gai tu kahi dil mein sama ke

mere bina baatein kiye din jaye na
jab paas mein tha tab tu aayi na
wo karre mujhe stalk baby ab kya faida
lo mein jaa chuka dur ab na wapas aaunga

mere bina baatein kiye din jaye na
jab paas mein tha tab tu aayi na
wo karre mujhe stalk baby ab kya faida
lo mein jaa chuka dur ab na wapas aaunga

aajana aajana baithi intizar mein

aajana aajana kheti mujhe pyaar se
aajana aajana baithi intizar mein
aajana aajana tu hi mera pyaar hai
tere siwa aur kon yaha

dil g*ya ruth tune bola kyu jhut
din raat pita tha aansu ke ghut
tune sukh chain mera sab liya loot
tere jane ke hi baad howi life reboot
teri baato ko na sunu mere paas nhi waqt
dil patthar mera lounda bana sakht
tu mere liye roye tera ye bhi nhi haq
ab tera pyaar kon baby i dont give a f*#k

eric stephen

abhi bhi wo karti call mujhe din bhar
abhi bhi wo karti mere bare fikar
kheti mujhe are you drinking baby any liquor

bas kar tere nakhre hazaar the
bas kar tere dhoke baar baar ke
bas kar mujhe ye chahiye wo chahiye jake kisi aur se mang paise jiske haram ke

baby you why doing this to me
jab paas tera tha tab tu kabhi ki na fikar
kash tu na hota kabhi dur
mujhe jaana hi tha tu kardi majboor

aajana aajana kheti mujhe pyaar se
aajana aajana baithi intizar mein
aajana aajana tu hi mera pyaar hai
tere siwa aur kon yaha

aajana aajana kheti mujhe pyaar se
aajana aajana baithi intizar mein
aajana aajana tu hi mera pyaar hai
tere siwa aur kon yaha

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...