lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kyun hai – exsite

Loading...

socha nahi tha, tum hogi mere pass
jhumti gaati, muskaati baar baar
kabhi kabhi teri baatein, samajh aati hi nahi
pal mein ghumsum si, pal mein sapne hazaar

kyun hai, tu itni haseen
aankhein, hai tujhpe aa ruki
tera pyaar, aur teri yeh naadaniyaan
inhi par, meri saansein atakti

kyun hai

lafzon mein tujhko, na keh paaun yeh baat
tujhse kitna, karta hoon main toh pyaar
dheemi dheemi yeh hawayein, kehti hai baar baar
milega na mujh jaisa, milneko bekaraar

kyun hai, tu itni haseen
tujh mein, basti hai meri zindagi
tera pyaar, aur teri yeh naadaniyaan
inhi par, meri saansein atakti

kyun hai
kyun hai
kyun hai
kyun hai
kyun hai
kyun hai
kyun hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...