lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu chahun main ya na – fanindra bhardwaj

Loading...

tu hi ye mujhko bata de
chahun main ya naa
apne tu dil ka pata de

chahun main ya naa

tu hi ye mujhko bata de
chahun main ya naa
apne tu dil ka pata de
chahun main ya naa

itna bata doon tujhko
chaahat pe apni mujhko
yun tto nahi ikhtiyaar
phir bhi yeh socha dil ne
ab jo laga hoon milne
poochhu tujhe ek baar

tu hi ye mujhko bata de
chahun main ya naa
apne tu dil ka pata de
chahun main ya naa

aisi kabhi pehle hui naa thi khwaahishein
kisi se bhi milne ki
naa ki thi koshishein
uljhan meri suljha de
chaahun main ya naa
aankhon aankhon mein jataa de
chaahun main ya naa
mujhko na jitna mujh pe
utna iss dil ko tujh pe
hone laga aitbaar
tanha lamhon mein apne
bunta hoon tere sapne
tujhse hua mujhko pyaar o
tu hi yeh mujhko bata de
chahun main ya naa
apne tu dil ka pata de
chahun main ya naa

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...