lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu moksh – fear

Loading...

kal ki chinta ye kha rhi budhi
mai kru ache kaam hori aatma ki shudh di
burai bani lat kabhi na ye chuti
chut g*ya sab din charya hai doobi
mujhe doobaye tu meri nazro mai masoom
mai faad du kaleja koi ni pochega aansu
soor lagale lekin mera hi hai das tu
moksh na milega ye shraap hai tathastu
tujhe kya pata mai wahi ho bachpan mai jisse tu door raha bhagta
pass ana mere dekh barbadi tarakki kai lalach mai le doobi asha
kayarta mai mn na hai lg raha
rang do mai zindagi ko kitno kai khoon sai
balidan jaari abhi na hai tham raha
ye hasti shakal toh ek bohot bada jhoot hai
sang dil kai na mil ti safalta
toh har shand kad kad dil mera chirta
woh nazre pasand jin nazro mai girta
toh sukh chain peeda wali mar chuki icha
sab haseen the
sab haseen ab kaha hai
dum nikalta maut bhi ati na hai
ek hi dar jo sabke kai mn ko khaye
maut kai baad rooh ka hota kya hai
maa chud gai insan ki
manav hindu ya muslim pata ni
kal kai fando pai kismat latka di
meri zindagi abaad ya fir barbaadi
nakkashi kala khech leti roohe
bach es gane sai tu rahega sukoon mai
chehre pai chuppi yahan basti dilo mai
andar kya chalta yahan sab hai ghinone
sirf dard or es zindagi sai mila kya
nasha bohot teri aatma sai jhila na
shayar kyu mujhe abtak mere jaisa mila na
mila jo tujhe seedhe maut sai hi milana
mujhe krdo azaad moksh dilao dharti sai
uglu mai sach nigal kai bada farzi mai
dekhta bhagwan mai bhaagta uski drishti sai
jau jab wahan toh sehai mehekegi aarthi sai use

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...