lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu maut ka manzar – gravity

Loading...

[hook]
dikha maut ka manzar
dil mera dhadke karkash
fir bhi na hota mai tas*mas
jab jab aayi mere ghar dene dastak. (×2)

[verse 1: gravity]
pehli baar dekhi maut parivar mai dur kisine tod diya dum
uske baad khoye log itni baar samajh aaya sab chhodte kyu ansh
sabko rehna yaad itihaas mai, lihaaz rakhke naam unka koi toh pukaarle
iss chhalave se mukt hua, khush hua jaanke inn aakhon mai jaan hai
maine dekha shaitan, mann mai rehta haivan, hairaan tha jab aa g*ya mujhpe sailaab
kalyug hai thehra, khudka rakha thairaav, ab na dooba tairaak!
mera khudpe pehra, gira jabde pe jab tabhi khudse mila
ab akshay hai ban g*ya guru toh woh paer nahi tekta bas jeetta k!lla!
[hook]
dikha maut ka manzar
dil mera dhadke karkash
fir bhi na hota mai tas*mas
jab jab aayi mere ghar dene dastak. (×2)

[verse 2: gravity]
sona chaahu, mai hastar, napasand daftar, likhta hu dattkar
chhut g*ye rang tab, maut thhi sadak par
aakh khule, jaan chhuti nahi, aaya bach kar
maut dekhe nahi mazhab, gehra tha zindagi ka beej boya ab tak
fir woh paani mai hare, bhare cheekh antaraatma ne, “nahi jaana rab tak!”
ruki soch jab bachaya, dikha neela aasman, kaali ghaat mai chadh aaya
paani aakh se na aaya, naya raasta dikhaya
uss din se hi khudko hai aag mai banaya!
firse mai khudse mil paaya
maut bas ek antt, na usme nirdaya
jab tak na hota woh haathon insaan ke
tab lagta darr jab aakhon ke saamne…

[hook]
dikha maut ka manzar
dil mera dhadke karkash
fir bhi na hota mai tas*mas
jab jab aayi mere ghar dene dastak. (×2)

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...