lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu khona tha – hasan raheem

Loading...

[intro]

tu ne mujh ko
ooooooooh
yeah hehe yeah yeah
uhh uhh

[verse 1: hasan raheem]

ghar baithe baithe kiya main sochoon saari raat
kab hogi tumse mulaqaat
tu ne jo hai kaha mainay ab tak wo hai suna
ab na mujhay tu yoon mana
main spy jaisay james m. olson
sab chahain mujh ko wholesome
baatain thori clinical
lagta tum ko cynical
main bas thora traditional
tum niklay bilkul typical
ye sab tou hona hi tha
tum ne mujh ko khona hi tha
keh tum ne yoon mujh ko khona tha
phir kallay baithay rona tha

ooooh*ooooh*oooooh
ye mouqay tou hi aisay hain
mainay bhi tou ye jiyay hain
ye mouqay tou hi aisay hain
mainay bhi tou ye jiyay hain
(samajh aayi hai apko, yehi hai)

[chorus: hasan raheem]

tu ne yoon mujh ko khona tha
tum ne yoon mujh ko khona tha (yeah)
tu ne yoon mujh ko khona tha
mujhko tum ne yoon khona tha (yeah)

[verse 2: maanu]

kabhi mouqa hi na mila ke main keh doon
mann main baatain jo le baitha hoon
kis yain main phas g*ya hoon
khud se qasmain jo kha chuka hoon
but i never knew ke main kiyun beqarar hun
doobti huwi nayyah ko main kaisay ab bachaun
kaisay tujhe dekhe jaisay main ab muskaraon
toray tu ne waaday merе dil pe maaray fire, khair
jo bhi jitnay sapnay tootay, roothay, rehtay confusеd se hain man
meri sochon main main khush sab sahi hai
kiyunke mere saath khari tu nahi hai
dhoondne nikla tha main ek saathi
tu mili par raah bhula di
ab dekh hun khara, de maafi
shukar hi karunga ke ye jaan churwa di
dil pe maari hai chapair aik (uff)
toota phir bhi hai bhaari
i really don’t know what to say man (ayy)
par tera piyar tha jaali
chor tu ab sukoon kar
gharoor kar
bas phoonk ab (ayy)
kaisay samjhaun main tujh ko ke
[chorus: hasan raheem and maanu]

tu ne yoon mujh ko khona tha
tum ne yoon mujh ko khona tha (yeah)
tu ne yoon mujh ko khona tha
mujhko tum ne yoon khona tha (yeah)

[outro]

tum ne yoon mujh ko khona
main doctor, zara sort kar
ziyada na tu nod kar
itni si baat jo tere saath
main kar chuka hun ye baar baar
nai karnay wala main intezaar
milega piyar ab beshumaar
nai karnay wala main intezaar
milega piyar ab beshumaar
nai karnay wala main intezaaaar
milega piyar ab, ab beshumaaaar
nai karnay wala main intezaaaar
milega piyar ab beshumaar

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...