lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu lowkey – hashim nawaz

Loading...

[intro]
yeah
hashim nawaz

[tag:]
farasat on the beat!

[verse]
liya badla par mein raha wohi, ayy
khaana thanda kar k ab bhi khaanay waalay wohi, ayy
bana leta apna mujh ko pehlay pehchaanay koi, ayy
sleeping on me haan ye loki inko jagaa de koi
kamaanay aya tha mein naam paisa izzat aurat aur shohrat
dunya ye de bhi de to waaapas apni le leti ronak
keeray nikaalay ga jo kattay ga
inn gaanon se na teri hattay gi tu hattay ga
sikhaana jaahil ko na kaam mera
sunsaan mela
iss rap game k kia iraaday hai plaan keda
ae teer lenday ud de das mein nu kamaan keda
ae sunde jiwein inna layee honda peghaam mera
tu jigarr meri aakar pe na jana
shararat hai ye
mehz aik dikhawa
sajawat hai ye
naazreen heraan hein jesay karamat hai ye
judge karte jaali khuda ban k kia qayamat hai ye
kaafi rakha on stake hai khuda aik hai
apnay jesa hokay uss see kesa judd ta dekh mein
humaari qabliyat kia baat banti toffeeq se
aik jesi mushkilaat se bhi thoray boht seekhtay
hum to dewaanay likhtay boltay ziada kartay thora
acchi ho ya buri shay ye aadatan ni aatay hola
hai kitna sach is mein jitna bhi hai mein bola
par kitni chass is mein inko pata laga hoga
kitna hai khoya kitna paya rakha ni hisaab
jo ghulaam khwahishon ka apni hota ni azaad
mein pukaarta na dooji waari de jo na jawaab
lafzon ka samandar lata in par jesay mein selaab
mein jo sambhaal doun kisi ko meri kia majaal
ek waqt mein aik din hun jeeta rehta mein nidhaal
ye kamaal hi hai pura lete ho tum mera naam
jo mazaak mera tere se wo tera mjhe se naaa
this sh*t 051 sunta hai to bro vibe kar
apna khor side par rakhta karta bhai rhyme bas
aapka bhai timeless waqt ki sada ab hai qillat
mai to karta baatein beaton pe gaalyaan jaati nikal
qaabliyat jaati kidhar qabil ko jab aati mout
humara falsafa shuru se aakhir k hum kon
tum mjh ko karte yaad aur chahtay mein hi karun call
hum saaray star apnay tum bas karte mjh pe ghor

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...