lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu jaana – hotfix

Loading...

jaana lyrics
jab bhi dekhu tujhe, mera dil yeh kahe
ho jayeee ghum
mujhko darr hai ki yeh, saara kissa kahi
ho jayeee ghum
dheere dheere aahe bharu main
ankheen baatein jo dil main mujhko satati raheee
chip chip ke rota raha hu
bas teri yaado main
dooba dooba raha hai yeh dil
o jaana
hmmm
wooooo
huuuu hmmmmm

sama wo pyaara jo dekha teri aankho main
ujala jaise chaanda ka tu behki behki raaton main
tu chupke chupake saath main
har soch har halat main
tu khusbhu faily chahat ki
mere din ke har ik khawab main
tu saath main
mere sath jab bhi hogi
meine bholi saari duniya
jab bhi aankhe dale boli
boli baatein sari aankho se
fir kya rakha tha baaton main
hai yeh dil girta padta rehta
hai nasha jazbaaton main
mere khawbon main
jabi aaake tu hai milti
dil itnni baat chalti
kyu aankhe meri khulti
need se..kyu na main
puchu ismein kiski galti ?
tu bas khawb main kyu milti
tu bas khawb main kyu milti ?
vakt kyu nahi thehrta
us khawab main jo pal tha
neela ambaar lal hulka
jaise suraj neechе dhalta

ghutne teke.. haath lеke
dil se dil ki baatein kehte
teri nazro se sambhal ke
main ha tujhse fir yeh kehta

jana tere pyaar main
pura ban baitha deewana
jaana tere pyaar main
maine khudko hai bhulanaa
jaana tere pyaar main
sab kuch lagta hai suhana
jana tere pyaar main
jana tere pyaar main
jana tere pyaar main
dil hi dil main hasta
jaana tere pyaar main
din raat main hu jagta
jaana tere pyaar main
har din hai accha lagta
jana tere pyaar main
jana tere pyaar main

sunehre din ki shuravaat tujhse hoti
jo tu hasti chaand tu
jo tu roti tapke moti
aankho se tere main
churalo chutki main wo nami
barish khushiyo ki kara du
na fir rakho koi kami
bheeri bheed main
aankhein band pehchano tujhko
teri dil ki baatein tujhse pehle janu itna tujhko
lage baatein meri jhuti
kasam khuda ki khata
main wo khuda se bhi pehle
mera khuda maanu tujhko
jab se jana tujhko
na jana tabse jag yeh saara
meri bahoon main tu girja
jaisa tuta girta taara
asma se maang lu
main teri jitni bhi ho roshni
khawbo main bhi hasde
toh mujhe khawabo main bhi hosh nahi
dosh nahi tera..
na haq hai koi mera
tu hai khawabo se yun chaldi
aur main khawabo main hi thehra
tu ruk ja palat ja
dikha de apna chehra
ghutne teke , bhahe faile
tujhse ab main kehra

jana tere pyaar main
pura ban baitha deewana
jaana tere pyaar main
maine khudko hai bhulanaa
jaana tere pyaar main
sab kuch lagta hai suhana
jana tere pyaar main
jana tere pyaar main

jana tere pyaar main
dil hi dil main hasta
jaana tere pyaar main
din raat main hu jagta
jaana tere pyaar main
har din hai accha lagta
jana tere pyaar main
jana tere pyaar main

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...