lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu teri yaadein – hotfix

Loading...

teri yaadein lyrics
hmm
yeah yeah yeah
hmm

kyu teri yaadein
kyu teri yaadein

kyu teri yaadein
aati jab barsatein
roke bheegi meri aankhein
kyu teri yaadein
nahi hoti bardash hai
wo leke jati meri saansein

kyu teri yaadein
aati jab barsatein
roke bheegi meri aankhein
kyu teri yaadein
nahi hoti bardash hai
wo leke jati meri saansein
kyu teri yaadein

na bol paya main
wo manzar tha khamoshi ka
tu kaatil thi rishte ki
fir main kyu ban baitha doshi tha
thi jana chahti chod
karti dikhawa koshish ka?
tu chahti thi saccha pyaar
kya mein bas teri ik koshish tha?
main karta koshish tha
bhulu saare lamhe
maine ro ro kar bhar diye
gum se saare dеkho panne
dard byaan kaise karta
alfaaz lagte kam thе
mein rap kara dard
the wo haste mere gum pe

wajah tu hi thi
karna khud se seekhi nafrat
rakhi wafai tujhse
teri bewafa thi fitrat
kya tha kudrat ka yeh khel
ya futi meri kismat
bana lakdi sa yeh dil
uspe bhi lagi dimak

na kimat ki meri
mujhko nayab tu
na hakikat honewala
wo khawab tu
nasheet deti yaadon ki
kitaab tu
bhula baithi tu mujhko
toh mujhko aati yaad kyu?
kyu teri yaadein
aati jab barsatein
roke bheegi meri aankhein
kyu teri yaadein
nahi hoti bardash hai
wo leke jati meri saansein

kyu teri yaadein
aati jab barsatein
roke bheegi meri aankhein
kyu teri yaadein
nahi hoti bardash hai
wo leke jati meri saansein
kyu teri yaadein

mujhe le chal
rab tu dur sabse kahin
na ho wafa
jaha na ho yeh deewanagi
teri yaadeon ko hai meetana nahi
teri yaadein ab gawara nahi

yeh na mujhe sone de
na rone de
kyu hai teri yaadein judi
ghar ke har ik kone se
har kone se
milte hai nishan
tere hone ke
na karti yaad mujhko
chal koi baat nahi
sacche aashiq
karte fariyaad nahi
jane se pehle tu jane yeh lazmi
tuna aaye yaad
aiese koi jaati raat nahi

kyu teri yaadein
aati jab barsatein
roke bheegi meri aankhein
kyu teri yaadein
nahi hoti bardash hai
wo leke jati meri saansein

kyu teri yaadein
aati jab barsatein
roke bheegi meri aankhein
kyu teri yaadein
nahi hoti bardash hai
wo leke jati meri saansein

mujhe le chal
rab tu dur sabse kahin
kyu teri yaadein

na ho wafa
jaha na ho yeh deewanagi
kyu teri yaadein

teri yaadeon ko hai meetana nahi
kyu teri yaadein

teri yaadein ab gawara nahi
kyu teri yaadein

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...