lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kahi dur – humble poet

Loading...

(chorus)
mujhko leja tu kahi dur
tere bina kaat ti nahi raate kya karu
mujhko leja tu kahi dur
tere bina kaat ti nahi raate kya karu

(verse)
aaj tere bina pehchan nahi
aaj tere bina meri ye zubaan nahi
aaj tere bina ghumta hoon aisa
ki log mujhe bole bhai tujhme toh jaan nahi
unhe kya pta meri jaan mere paas nahi
unhe kya pta meri jeene ki koi paas nahi
shayad mera ho aakhri ye khat
par kaise mar jau use bina dekhe ab
tune mujhe tera chand kaha tha
aur raato mein chand akela hai
tune mujhe ehsaas kaha tha
par ye ehsaas adhura hai
(chorus)
mujhko leja tu kahi dur
tere bina kaat ti nahi raate kya karu
mujhko leja tu kahi dur
tere bina kaat ti nahi raate kya karu

(verse)
dua tu sunle diwane ki
maange salamati apni diwani ki
akhri ichcha diwane ki
milado jo kabhi uski diwani thi
jo mujhe tu chod g*yi
tere khayalo mein dooba hi rehta hoon
dooba ke toh tu hi g*yi
tere anjaamo ko main hi kyu sehta hoon
tu jee rahi hai mere bina
karke diwanee ko chur
jiya nahi jaa rha yu tere bina
ab leja diwane ko dur

(chorus)
mujhko leja tu kahi dur
tere bina kaat ti nahi raate kya karu
mujhko leja tu kahi dur
tere bina kaat ti nahi raate kya karu
(outro)
ab karu aitbaar
main tujhe yaad nahi
ab karu aitbaar
main tera yaar nahi
ab karu aitbaar
mujhse tha pyaar nahi
ab karu aitbaar
pyaar se bda haathiyaar nahi

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...