lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu haivaniyat – hustler

Loading...

dhyan se
insaaniyat lachar hai
lachar hai insaaniyat haivaniyat ke samne

(verse 1)
shuruwat thi ye dono ke takrar ki
kiya inkaar lafzo ne
j-sm ne, rooh ne, bas thi wo lachar si
thi bebash khamosh wo
darindo ne jab ki thi darindagi
bachchi ko deekh ke na aai sharmindagi
hu mai sharminda har ek baat se
prashashan chup h jaise ye lup jhup hai
hai chhote mote hadshe
uske thi chehre pe muskan
hawas ke sikario ne leli uski jaan
gandi gandi cheeze ye sochte hai
insaan ki boti boti bhi ye nochte hai
hai maa, hai biwi, hai beti teri bhi
dimag se tu soch, soch teri dafan hai
hai jinda lash dafan bina kafan ke
(bs tum hawash ke shikari tum hawash ke)

(verse 2)
hash ke krte ho tum abhi bhi baat
chehra uska dekh ke kho chuka hu mai jazbaat
hu mai or ye duniya uske sath me
maat denge, sath denge, hum is halat me
khade hai uske gharwalo ke sath me
kandhe se kandha or hatho me hath hai
hai yehi sahi tarika
dilayenge use insaaf na badlega ye salika
soch badlo, roj badlo
nahi to tum jaise khoj lenge
maa, bhen, biwi, beti teri bhi hai
soch tu sudhar na abhi bhi tune deri ki hai
bs sarhado ka hai fasla warna hindu-pakistaan
ek hai
hu mai insaan or mere iraade nek hai
sachai se karadi maine guftgol
badal na sabko pehle badal khud ko tu….

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...