lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu i don’t care – ikrar

Loading...

i don’t care
lyrics

so liya jitna sona tha
ro liya main jitna rona tha
kho g-ya jo khona tha
ho g-ya jo hona tha

ok
do do do do do do
yeah yeah
do do do do do do
aha aha

a a a aaj kal kabhi parso
time k!ll kiya maine barson
par shayaro sa paya maine
lafzon mein kamaal ki pakad ko
hmmm..
socha aur na sahunga boll k rahunga
hmmmmm..
bus 2 verse kaafi dil kholl k kahunga

main apni khamiyon ko dhakta g-ya
main aesi zindagi se thak sa g-ya
(shiiiittt)
gaur se jo dekha aaina
aaine main tha jo mujhpe hansta g-ya
bewajah he jagta g-ya
bewafa si aashiqui main fansta g-ya
fir ek din muh pe bola galatiyon ne
galatiya sudhaar ne ka waqt aa g-ya

kyonki

so liya jitna sona tha
ro liya main jitna rona tha
kho g-ya jo khona tha
ho g-ya jo hona tha
so liya jitna sona tha
ro liya main jitna rona tha
kho g-ya jo khona tha
ho g-ya jo hona tha

na na na na
nana na na
nana na na

ghar ka bada hu ghar pe pada hu
dono jebe khali kadka pada hu
haan!
ghar ka bada hu ghar pe pada hu
dono jebe khali kadka pada hu
bigda hua hu sir pe chadha hu
yeh boll te hain wo
main jinko khalta bada hu

par main kya batau
kaun hu main kya hu
tujhse kya chhupa
tere dar pe khada hu
hai sab se baatchit
dua-salam ram-ram
dekh kar kisi ko na
kabhi mai sada hu

fir bhi koi bole rude hai is main att-tude hai
mujhse jalne walon ka bulb fuse hai
kuch nahi karega iski saari baatein jhoot hai
tv par chalega iska gaana kya saboot hai ?
par kala ki kadr karne wale bhi maujood hain
kyonki meri baatein tez lagti jaise dhoop hai
agla gaana bhi jaldi hone wala shoot hai
har taraf hai charcha ke ye likhta kitna khoob hai

i k r a r

so liya jitna sona tha
ro liya main jitna rona tha
kho g-ya jo khona tha
ho g-ya jo hona tha
so liya jitna sona tha
ro liya main jitna rona tha
kho g-ya jo khona tha
ho g-ya jo hona tha

so liya main jitna sona tha
now i don’t care
ro liya main jitna rona tha
now i don’t care
kho g-ya jo khona tha
now i don’t care
ho g-ya jo hona tha
i don’t care

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...