lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu ek pyar ka naghma hai – jagjit singh

Loading...

ek pyar ka naghma hai lyrics
intro

[ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai
ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai]

verse 1

[kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai
jeevan ka matlab to ana aur jana hai
kuch pakar khona hai, kuch khokar pana hai
jeevan ka matlab to ana aur jana hai
do pal ke jeevan se ek umr churani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai]

refrain

[ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai
zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahani hai]

verse 2

[tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinara hoon
tu mera sahara hai, main tera sahara hoon
ankhon mein samandar hai, aashaon ka pani hai
zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai]
outro

[ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai
zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahani hai
zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahani hai]

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...