lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu bewafa tu bewafa hasna – jaipal pandya

Loading...

socha na tha kabhi aisa hoga, saath hamare dhokha hoga, ye sadiyon se dastoor hai duniya ka, jise chahoge tum bepanah, woh har shakhs bewafa hoga

mujhe na maloom tha
anjane mein ho g*ya
ishq padha tha kahaniyon mien
khud ko hua toh pata chala

kami kya reh g*yi thi mere ishq mein
tujhe chaha tha khuda se bhi badhkar
phir kyun ho g*ya tu kisi gair ka
tune socha na zara bhi iss dil ka
bewafa tu bewafa tera hasna
bewafa thi tu bewafa hai
wafa na ki tune mujh se
wafa na ki tune mujh se

woh din bhi the jab
tu mere saath tha
aaj tera saya bhi
mujh se meelon door hai

chilaon chand pe ya
aawaz don taaron ko
teri bewafai ki gawahi
de bata kaun

hoo….

bewafa tu bewafa tera hasna
bewafa thi tu bewafa
wafa na ki tune mujh sе
wafa na ki tune mujh se

woo….

pehli nazar mili thi tujh sе
ek khwab tha dekha
tu humsafar banega mera
per tu banake mujhe musafir
khud manzilon ko chal pada
ek tu hai jise kuch yaad nahein
meri tere siwa koi aur fariyad nahein
manga tujhe duaon mein rab se
lagta hai duain qabool na hosakeen

hoo….

bewafa tu bewafa tera hasna
bewafa tu bewafa tera hasna
bewafa thi tu bewafa
wafa na ki tune mujh se
wafa na ki tune mujh se

bewafa se jaa dil laga
aye khuda de mujhe tu hosla

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...