lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu therapy – jokhay, shareh, jj47 & talhah yunus

Loading...

[verse 1 : shareh]
therapy time
i get the bars
and i get the melodies
sath hain og’s
wo dete hain back
to nahi hai dar
aur rahunga ready bhi
khati hogi tumhe thori si jealousy
living the life jo kayioon ki fantasy
painun nhi tie to nahi formality
crossfire bete count it a felony
karoge call and im gonna pick
ye teri hai bhul
i’m keeping it sl!ck
paray gi dhool
you should know the rule
ke kala ki keemat nhi hoti hai fix
now look at you boo
she takin some pics
main to wohi hun
main leta nhi risk
main na hi koi tool
to zayda nhi jhul
just ride my wave
and not the stick, b*tch
ab shades hain on to lag*y nhi dhoop
verses saray mere kre ge loop
nike kay highs ye vibe de boot
facts hai bete ye nhi fazool
kuch tore hai dil kuch tore asool
main lafzon say khudi ye karu qabool
deta jo energy call me a jewel
nahi hota hai fake main too real hu
you f*ck with the music
you f*ck with my family
f*ck with my bae
to karog*y pay
cheerun main kalay
tum bhalay sag*y
dealon main aag*y
ye zeros lag*y
harifon kay kaafil to chaltay rhay
wo jhooti safayd
toh lag*y na mail
jab bolte shows ka
put figure six on my plate
na karo debate
[verse 2 : jj47]
mujhe kya jaanchoge
sarkon pe para khoon
lag g*ya paincho pe
maara maari sheher bacha bas dhancho pe
nazar kyu rakhi hui tu ne khancho pe
pistol le khara koi baaju mein
ye abhi bhi kal mein hain aur aajon main
out of reach bara hi ta’ajjub hai
karachi kasam tu bol abhi aajau main
tujhe pe main wajib hu jese
ye bache parhte hain schoolon main qaiday
seekhe hai kitne ganon se ye mere
qalam say kitne hai faiday
south side, born ready
khoon khaar, maidan hazir
[?] the street tum mere mureed
aik awaaz pe jaan hazir
(woah)
tum nhi aamilon main
tum nhi aklon main
tum nahi ginti main
dikhte ho kayi shaklon main
tum nhi mere tabhi
churi leke ghumo baglon main
tum bharogy aag*y kese bhala
jab phase hue wohi chaklon main
jaate chod ke baat
seekhe jeena jani chot ke baad
tu aake mere kabhi note to ginn
main abhi bhi aaj*z hu note ke baad
dafnaye mene yar khol ke hath
kardi wohi kya khod ke baat
ye geet nhi sirf ta hayaat
main zinda rahu meri maut ke baad
[verse 3 : talhah yunus]
bheed hi bheed hai
ye lafz to dilon ko cheer de
ye sab naseeb hai
kabhi musanif aur kabhi adeeb hain
kabhi hum murshad aur kabhi mureed hain
kabhi hai stage pe kabhi zameen pe
kabhi hai dur toh kabhi kareeb hain
magar jab kalam uthate kitno ki umeed hain
kar rahe age ab jese hum wine
you wanna debate toh bacha nhi time
i’m out of your range, you’re out of your mind
i’m out of your league, got so many strides
wo lete shots, main choru missile
main tera shok, tu mera nhi bhai
asal hiphop kha meri kamaayi
do khali checks kl kare hain sign
kya kare flex yeh hi meri life
feeling like biggie i’m ready to die
got all the eyes on me when i write
i got the vibes
kuch alag hi hype
umeeden logon ki in kandon pe
rang bharay zindagiyon main
khud andhon say
waqif khuda apne bando se
aaj bane ghar ka sahara
kal pit te thay dandon se
apno se paraye hue
thokarien khaye hue
sataye hue
sar khapaye hue
is qalam se kaghaz jalaye hue
jo waday kiye wo nibhaye hue
zakhmon ko tujh se chupaye hue
mehfil lafzon se sajaye hue
kitno ko chalna sikhaye hue
[chorus : talhah yunus]
therapy time remedy meri yeh melodies bhai
i k!ll it with rhymes
feeling like biggie, i’m ready to die
one of a kind, rahun hamesha in baaton pe kaaim
therapy time, i’m tryna align

therapy time, remedy meri yeh melodies bhai
i k!ll it with rhymes
feeling like biggie, i’m ready to die
one of a kind, rahun hamesha in baaton pe kaaim
therapy time, therapy time

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...