lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu main janta hoon – jubin nautiyal

Loading...

teri har aada se waakif hoon main
mujhse chhupa na koyi raaz hai
mujhko sunayi deti hai woh
ghumsum jo aawaz hai

main janta hoon teri na mein
ek chhupi huyi si haan hai
main janta hoon teri na mein
ek chhupi huyi si haan hai

yeh bewajah milke muskurana
bin kuchh kahe sab bhool jaana
karna ishaara baatein banana
sabra ko mere yoon aazmana

berang khaawbon ko rangat degi
aahat tere izhaar ki
mehsoos hogi kabhi na kabhi to
tujhko tadap mere pyar ki

main janta hoon teri na mein
ek chhupi huyi si haan hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...