lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu mere ghar ram aaye hain – jubin nautiyal

Loading...

meri chaukhat pe chal ke
aaj charo dham aaye hain
bajao dhol swagat mein
mere ghar ram aaye hain

katha shabri ki jaise
jud g*yi meri kahani se
na roko aaj dhone do
charan aankhon ke pani se

bahut khush hain mere aansu
ke prabhu ke kaam aaye hain
bajao dhol swagat mein
mere ghar ram aaye hain
tumko paa ke kya paya hai
srishti ke kan kan se poocho
tumko khone ka dukh kya hai
kausalya ke man se poocho

dwar mere ye abhage
aaj inke bhag jaage
badi lambi intezari hui
raghuwar tumhari tab
aayi hai sawari

sandeshe aaj khushiyon ke
humare naam aaye hain
bajao dhol swagat mein
mеre ghar ram aaye hain

darshan paa ke hеy avtari
dhani hue hain nain pujari
jeewan naiya tumne taari
mangal bhawan amangal haari
mangal bhawan amangal haari

nirdhan ka tum dhan ho raghav
tum hi ramayan ho raghav
sab dukh harna avadh bihari
mangal bhawan amangal haari
mangal bhawan amangal haari
mangal bhawan amangal haari
charan ki dhool le loon main
mere bhagwan aaye hain
bajao dhol swagat mein
mere ghar ram aaye hain

meri chaukhat pe chal ke
aaj charo dham aaye hain
bajao dhol swagat mein
mere ghar ram aaye hain

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...