lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu demand – kamal khan

Loading...

kacchi doriyon, doriyon, doriyon se
mainu tu baandh le
pakki yaariyon, yaariyon, yaariyon mein
honde na faasley

eh naraazgi kaagzi saari teri
mere sohneya sunn le meri
dil diyan gallan
karaange naal naal beh ke
akh naale akh nu milaa ke

dil diyan gallan haaye…
karaange roz roz beh ke
sacchiyan mohabbataan nibha ke

sataaye mainu kyun
dikhaaye mainu kyun
aiven jhuthi mutthi russ ke rusaake
dil diyan gallan haaye
karaange naal naal beh ke
akh naale akh nu mila ke

tenu lakhan ton chhupa ke rakhaan
akkhaan te sajaa ke tu ae meri wafaa
rakh apna bana ke
main tere layi aan
tere layi aan yaaran
naa paavin kade dooriyan

main jeena haan tera…
main jeena haan tera
tu jeena hai mera
dass lena ki nakhra dikha ke

dil diyan gallan
karaange naal naal beh ke
akh naale akh nu mila ke

dil diyan gallan…

raatan kaaliyan, kaaliyan, kaaliyan ne
mere dil saanwle
mere haaniyan, haaniyan, haaniyan je
lagge tu na gale

mera aasmaan mausamaan di na sune
koi khwaab na poora bune
dil diyan gallan
karange naal naal beh ke
akh naale akh nu mila ke

pataa hai mainu kyun chupa ke dekhe tu
mere naam se naam mila ke
dil diyan gallan
karange naal naal beh ke
akh naale akh nu mila ke

dil diyan gallan dil kahe kahaaniyan pehli dafa
armaano mein rawaniyan pehli dafa
ho g*ya begana main hosh se pehli dafa
pyaar ko pehchana ehsaas hai yeh naya

suna hai, suna hai.
yeh rasm*e*wafa hai
jo dil pe nasha hai
woh pehli dafa hai

kabhi dard si, kabhi zard si
zindagi benaam thi
kahin chahatein hui meherbaan
haath badh ke thaamti

ik woh nazar, ik woh nigaah
rooh mein shaamil iss tarah
ban g*ya afsana ik baat se pehli dafa
paa liya hai thikana
baahon ki hai panaah

suna hai, suna hai.
yeh rasm*e*wafa hai
jo dil pe nasha hai
woh pehli dafa hai

lage bewajah alfaaz jo
woh zaroorat ho g*ye
taqdeer ke kuch faisley
jo ganimat ho g*ye

badla hua har pal hai
rehti khumari har jagah
pyaar tha anjaana
hua saath mein pehli dafa

yeh asar ab jaana
kya rang hai yeh chadha

suna hai, suna hai
yeh rasm*e*wafa hai
jo dil pe nasha hai

woh pehli dafa hai yahin doobe din mere
yahin hote hain savere
yahin marna aur jeena
yahin mandir aur madeena…

teri galiyan… galliyan teri, galliyan.
mujhko bhaavein galiyan, teri galliyan
teri galiyan… galiyaan teri, galliyan.
yuhin tadpavein, galliyan teri, galliyan…

tu meri neendo me sota hai
tu mere ashqo mein rota hai
sargoshi si hai khayalon mein
tu na ho, phir bhi tu hota hai
hai sila. tu mere dard ka

mere dil ki duaayein hain.
teri galiyan… galliyan teri, galliyan.
mujhko bhaavein galiyan, teri galiyan
teri galiyan… galiyaan teri, galliyan.
yuhin tadpaavein, galliyan teri, galliyan.

kaisa hai rishta tera*mera
be*chehra phir bhi kitna gehra
ye lamhe, lamhe ye resham se
kho jaayein. kho na jaayein humse
kaafila. waqt ka. rok le.
abr se juda na ho

teri galliyan… galliyan teri galliyan.
mujhko bhaave galiyan teri galiyan
teri galiyan… galiyaan teri galliyan.
yuhin tadpaave galliyan teri galliyan.

galliyan…
teri galliyan.
tadpaavein pehli nazar mein
kaise jaado kar diya
tera ban baita hai
mera jiya
jaane kya hoga
kya hoga kya pata
is pal ko milke
aa jee le zara
mein hoon yahan
tu hai yahan
meri bahon mein aa
aa bhi ja
o jaan*e*jaan
dono jahan
meri bahon mein aa
bhool ja aa
o jaan*e*jaan
dono jahan
meri bahon mein aa
bhool ja aa
baby i love u, baby i love you,
baby i love you, baby i love you … so.
baby i love u
oh i love u
i love u
i love u so
baby i love u
har dua mein shamil tera pyaar hai
bin tere lamha bhi dushwar hai
dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
tujhse hai rahtein
tujhse hai chahtein
har dua mein shamil tera pyaar hai
bin tere lamha bhi dushwar hai
dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
tujhse hai rahtein
tujhse hai chahtein
tu jo mili ek din mujhe
mein kahin ho g*ya lapata
(o jaan*e*jaan
dono jahan
meri bahon mein aa
bhool ja aa) … 2
(kar diya deewana dard*e*kash ne
chain cheena isqh ke ehsaas ne
bekhayali di hai tere pyaas ne
chaya suroor hai
kuch to zaroor hai) … 2
yeh dooriyan
jeene na de
hal mera tujhe na pata
(o jaan*e*jaan
dono jahan
meri bahon mein aa
bhool ja aa) … 2
baby i love u, baby i love you,
baby i love you, baby i love you … so.
baby i love u
oh i love u
baby i love u
i love u teri saanson ki saans mein
jo hoon toh main hoon
tere khwabon ki aanch mein
jo hoon toh main hoon
tere hone se hi mera hona hai
tujhko khona jaise khudko khona
tu jo hai toh main hoon
yun jo hai toh main hoon
tu jo hai toh main hoon
yun jo hai toh main hoon
bin tere mera kya hai
jisko sunu jisko sunu
bin tere mujh mein kya hai
jisko jiyun jis mein rahun
tujh mein hi duniya meri hai
tere ik pal mein sadiyan meri
bin tere main sehra saa hoon
bin tere main qatra bhi nahi
tere hone se hi mera hona hai
tujhko khona jaise khudko khona
tu jo hain toh main hoon
yun jo hai toh main hoon
tu jo hain toh main hoon
yun jo hai toh main hoon
tu mere chehre pe hai
raahat saa jo thehra huaa
main bhi tere haathon mein
kismat sa hoon, bikhra hua
tu meri rooh saa hai
tujhko chhu ke main zinda lagun
jab bhi main mujhko dekhun
mujh mein bhi main tujh sa lagun
tere hone se hi mera hona hai
tujhko khona jaise khudko khona
tu jo hai toh main hoon
yun jo hai toh main hoon
tu jo hai toh main hoon
yun jo hai toh main hoon tere mere darmiyaan hain baatein ankahi
tu wahaan hai main yahaan
kyun saath hum nahin

faisley jo kiye
faasley hi mile
raahein judaa kyun ho g*yi
na tu ghalat, na main sahi

le ja mujhe saath tere
mujhko na rehna saath mere

le ja mujhe…

thodi si dooriyan hain
thodi majbooriyan hain
lekin hai jaanta mera dil

ho. ik din toh aayega
jab tu laut aayega
tab phir muskuraayega mera dil

sochta hoon yahin
baithe baithe yunhi
raahein judaa kyun ho g*yi
na tu ghalat, na main sahi

le ja mujhe saath tere
mujhko na rehna saath mere

le ja mujhe…

yaadon se lad raha hoon
khud se jhaghad raha hoon
aankhon mein neend hi nahi hai

ho. tujhse juda hue toh
lagta aisa hai mujhko
duniya meri bikhar g*yi hai

dono ka tha safar
manzilon pe aakar
raahein judaa kyun ho g*yi
na tu ghalat, na main sahi

le ja mujhe saath tere
mujhko na rehna saath mere

le ja mujhe…

sunn mere khuda bas itni si meri duaa
lauta de humsafar mera
jaayega kuch nahi tera
tere hi dar pe hoon khada
jaaun toh main jaaun main kahan
taqdeer ko badal meri
mujhpe hoga karam tera khwaab hai tu
neend hoon main
dono mile
raat bane
roz yahin
maangu duaa teri meri
baat bane
baat bane
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud mein ghol de toh
mere yaar baat bann jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud mein ghol de toh
mere yaar baat bann jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani
o yaara tujhe pyaar ki batiyaan
kya samjhawaan
jaag ke ratiyaan roz bitaawaan
isse aage ab main kya kahoon
o yaara tujhe bolti ankhiyaan sadke
jawaan maang le pakiyaan aaj duawaan
isse aage ab main kya kahoon
maine toh dheere se neendon ke dhaage se
baandhaa hai khwaab ko tere
main na jahaan chaahoon
na aasmaan chaahoon aaja hisse mein tu mere
tu dhang chaahaton ka
main jaise koi naadaani
tu dhang chaahaton ka
main jaise koi
naadaani mujhe khud se jod de toh
mere yaar baat bann jaani
rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani tere khayalon se
tere khayalon tak
mera toh hai aana jaana
mera toh jo bhi hai
tu hi tha tu hi hai
baaki jahaan hai begana tum ek musaafir ho
main koi raah anjaani
tum ek musaafir ho
main koi raah anjaani
mann chahaa mod de toh
mere yaar baat bann jaani rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud mein ghol de toh
mere yaar baat bann jaani rang sharbaton ka
tu meethe ghaat ka paani
o yaara tujhe pyaar ki batiyaan
kya samjhawaan
jaag ke ratiyaan roz bitaawaan
isse aage ab main kya kahoon o
yaara tujhe bolti ankhiyaan sadke jawaan
maang le pakiyaan aaj duawaan
isse aage ab main kya kahoon jab tak tujhe pyar se
beinteha main bhar na dun
jab tak main duaaoon sa
sau dafa tujhe pad na loon
haan mere paas tum raho
jaane ki baat na karo
mere sath tum raho
jaane ki baat na karo
woh oh o.
tum aa g*ye baazuon mein mere
sau sawere liye
sau sawere liye
haan baadalon se utaara g*ya
tumko mere liye sirf mere liye
jab tak meri ungliyan
tere baalon se kuch kehna le
jab takteri lehar mein
khwaahishein meri behna le
haan mere paas tum raho
jaane ki baat na karo
mere sath tum raho
jaane ki baat na karo mujhse hi aaj mujhko mila de
dekhoon aadaton mein, tu hai ki nahi
har saans se pooch ke bataa de
inke faaslon mein, tu hai ki nahi

main aas*paas tere aur mere paas.
tu hai ki nahi
tu hai ki nahi
tu hai ki nahi
tu hai ki nahi…

(whistle…??)

daudte hain khwaab jinpe rasta woh tu lage
neend se jo aankh ka hai waasta woh tu lage
tu badalta waqt koi khushnuma sa pal mera
tu woh lamha jo na thehre aane waala kal mera

main aas*paas tere aur mere paas.
tu hai ki nahin
tu hai ki nahin
tu hai ke nahin
tu hai ki nahin…

in labon pe jo hansi hai inki tu hi hai wajah
bin tere me kuch nahi hun mera hona bewajah
dhoop teri na pade to dhundhla sa main lagun
aake saanse de mujhe tu taaki zinda me rahun
main aas*paas tere aur mere paas…

tu hai ki nahi
tu hai ki nahi
tu hai ki nahi
tu hai ki nahi main rahoon ya na rahoon
tum mujh mein kahin baaki rehna
mujhe neend aaye jo aakhiri
tum khwabon mein aate rehna

bas itna hai tumse kehna

main rahoon ya na rahoon
tum mujhme kahin baaki rehna

kisi roz baarish jo aaye
samajh lena boondon mein main hoon
subah dhoop tumko sataaye
samajh lena kirno mein main hoon

kuch kahun ya na kahun
tum mujhko sada sunte rehna

bas itna hai tumse kehna

hazaar baar socha, keh doon
ki friend nahi meri girlfriend hai tu
par sapne toot jaane ka darr
kabhi dil se g*ya hi nahi

hawaaon mein lipta hua main
guzar jaaunga tumko chhu ke
agar mann ho to rok lena
thehar jaaunga in labon pe

main dikhu ya na dikhu
tum mujhko mehsoos karna

bas itna hai tumse kehna

hmm.

bas itna hai tumse kehna

main rahun ya na rahun
tum mujh mein kahin baaki rehna tu aata hai sine me jab jab saanse
bharti hu tere dil ki galiyo se main har roz guzarti hu hawa ke jaise
chalta hai tu, main ret jaisi udti hu kaun tujhe yu pyaar karega
jaise main karti hu meri nazar ka safar tujhpe hi aake ruke kehne ko
baaki hai kya, kehna tha jo keh chuke meri nigaahe hain teri nigaho
ki tujhe khabar kya be*khabar main tujhse hi chhup chhup kar teri
aankhe padhti hu kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu tu jo
mujhe aa mila, sapne huye sirphire hatho me aate nahi,
udte hain lamhe mere meri hansi tujhse,
meri khushi tujhse tujhe khabar kya be*kadar jis din tujhko na dekhu,
pagal pagal phirti hu kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu
tere sang yaara khush rang bahara tu raat deewani main zard sitara o
karam khudaya hai tujhe mujhse milaya hai tujhpe marke hi toh mujhe
jeena aaya hai o tere sang yaara khushrang bahara tu raat deewani
main zard sitara o tere sang yaara khushrang bahara main tera ho jaun
jo tu karde ishara kahi kisi bhi gali mein jaaun main teri khushbu se
takraun main har raat jo aata hai mujhe woh khwab tu.
tera mera milna dastoor hai tere hone se mujhme noor hai main hoon
soona sa ek aasmaan mehtaab tu.
o karam khudaya hai tujhe maine jo paaya hai tujhpe marke hi toh
mujhe jeena aaya hai o tere sang yaara khush rang bahara tu raat
deewani main zard sitara o tere sang yara khush rang bahara tere bin
ab toh na jeena ganvara maine chhode hai baki saare rastein bas aaya
hun tere paas re meri ankhon me tera naam hai pehchaan le.
sab kuch mere liye tere baad hai sau baaton ki ik baat hai lyrics at
main na jaunga kabhi tujhe chhod ke yeh jaane le.
o karam khudaya hai tera pyaar jo paaya hai tujhpe mar ke hi toh
mujhe jeena aaya hai o tere sang yaara khush rang bahara tu raat
deewani main zard sitara o tere sang yaara khush rang bahara main
behta musafir tu tehra kinara boond boond karke mujh mein girna tera
aur mujh mein mujhse zyaada hona tera boond boond karke mujh mein
girna tera aur mujh mein mujhse zyaada hona tera bheega bheega sa
mujhko tan tera lage aaja tujhko peelun mann mera kahe main naa
bachaa mujh mein thoda sa bhi dekh tu naa bachaa tujhme bhi
jalne lagaa garm saanson se main tu pighalne lagaa mujhme hi
qatra qatra main jalun sharm se tere milun j*sm tera moum ka pighla
dun… karwatein bhi tang ho raat bhar tu sang ho tere har ek ang ko
sulga dun… bheega bheega sa mujhko tan tera lage aaja tujhko peelun
mann mera kahe main naa bachaa mujh mein thoda sa bhi dekh tu naa
bachaa tujhme bhi jalne lagaa garm
saanson se main tu pighalne lagaa mujhme hi
hone de kuch ghaltiyan rengti yeh ungliyaan j*sm ke tu darmiyaan
thehra de lamha koi garm tu yaa ubalti barf tu mujhpe hoja kharch tu
yun aake bheega bheega sa mujhko tan tera lage aaja tujhko peelun
mann mera kahe main naa bachaa mujh mein thoda sa bhi dekh tu naa
bachaa tujhme bhi jalne lagaa garm saanson se
main tu pighalne lagaa mujhme hi itni mohabbat karo na
main doob na jaun kahi
vaapas kinare pe aana
main bhool na jaun kahi
dekha jabse chehra tera
main toh hafton se soya nahi
bol do na zara
dil mein jo hai chipa
main kisi se kahunga nahi
main kisi se kahunga nahi
mujhe neend aati nahi hai akele
khwabon mein aaya karo
nahi chal sakunga tumhare bina main
mera tum sahaara bano
ik tumhein chahne ke alaawa
aur kuch humse hoga nahi
bol do na zara
dil mein jo hai chipa
main kisi se kahunga nahi
main kisi se kahunga nahi
humari kami tumko mehsoos hogi
bheega dengi jab baarishe
main bhar karke laya hoon
ankhon mein apni
adhoori si kuch khwahishe
rooh se chaahne wale aashiq
baatein j*smo ki karte nahi
bol do na zara
dil mein jo hai chipa
main kisi se kahunga nahi
bol do na zara
dil mein jo hai chipa
main kisi se kahunga nahi
main kisi se kahunga nahi aahatein kaisi yeh aahatein
sunta hoon aaj kal aye dil bata
dastakein dete hain dastakein
kyun ajnabi se pal aye dil bata

kuch toh hai jo neend aaye kam
kuch toh hai jo aankhe hai nam
kuch toh hai jo tu keh de toh
haste haste marr jaaye hum

mujhse zyada mere jaisa
koi hai toh hai tu
phir na jaane dil mera kyun
tujhko na de sakun.

kuch toh hai jo dil ghabraaye
kuch toh hai jo saans na aaye
kuch toh hai jo hum honthon se
kehte kehte keh naa paaye

jo humaare darmiyaan hai
isko hum kya kahein
ishq kya hai ik lehar hai
aao iss mein bahein

kuch toh hai jo hum hain khoye
kuch toh hai jo tum na soye
kuch toh hai jo hum dono yun
haste haste itna roye

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...