lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu manoharini – karun kohli

Loading...

do ajnabi
mile the
iss jagah pe

koi nahi
tha unka
iss jahaan mein

haan ye kahaani hai wahi
haan ye kahaani hai wahi
do ajnabi
mile the
iss jagah pe

koi nahi
tha unsa
iss jahaan mein

haan ye kahaani hai wahi
haan ye kahaani hai wahi

manoharini manoharini
manoharani manoharani

do ajnabi
do ajnabi

tere piche piche ghumda
main saari saari raat
mainu neend na aave
mere tode jazbaat
tenu vekh vekh
saara din lainda saar
kadi utte kadi thalle
meri heartbeat fast
kine tarle kar kar
mar g*ya si
teri siftaan la la
bharr g*ya si
halle ta kehndi shuruwat hai
eh saadi pehli mulakaat hai
bhul jau dhun wo kaise
sun saku main zindagi ko sath mein tere
chala pada pare samay ke
ruk saki na do minute bhi sath mein mere
jaane hum kahaan ko g*ye
jaane hum kahaan kho g*ye

manoharini manoharini
manoharini manoharini

manoharini manoharini
manoharini manoharini

jabse kadmo mein baitha
door hai tera chehra
aankhon par parda
jo main seekh raha hu sehna

har raat main unn galliyon mein
tujhko dhundhne jaata hu
hai andhera itna
main kuch bhi dekh na paata hu

teri zulfo ki lehron mein
main behna chahta hu
main aadmi na dil se
dil ki keh na paata hu
manoharini manoharini
manoharini manoharini

do ajnabi
do ajnabi

manoharini manoharini
manoharini manoharini

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...