lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu nazm-e-bayaan – katadah

Loading...

hook
ye nazme bayyan ha
sirf sach ka aelaan ha
ya maut ki alamat
yn aziyat ki shaam ha
ye nazm*e*bayaan ha
ye nazm*e*bayaan ha

verse 1
karoon kese samandar paar mein darta hoon gehrayon se
mil na paye hum dono phir jaise andhera parchayion se
ye jazbaat na thay jhoote bas thak gya tha safaiyon se
ye dil wo khaali ghar ha j*smein bheer na hoti mehmanon se
meri kala se hasrat ha , dilon mein nafrat ha
gunehgaar par bhi khuda ki barkat ha
aatish nahi rakh ha seene mein
peet peeche naam leta mera kasrat se
phoolon ke kante na bharte mohabat se
manzil itni durr mein nahi darta harkat se
dhoke milnе se pehle ab to mil jayе maut
na milne ka gila karte jo nahi ha mere dost
tanha hoon itna ke maut bhi dastak de iss qabar pe
safed hain chere sabke dekh raha shayad qafan se
tujhe lagta tere pass koi nahi
mere pass ab khone ko koi nahi
mujhe ch*rne par wo royi nahi
dard mein has ke bola koi nai
hook
ye nazme bayyan ha
sach ka aelan ha
ya maut ki alamat
ya aziyat ki shaam ha
ye nazm*e*bayaan ha
ye nazm*e*bayaan ha

verse 2
neend se faqon pe surkh rang rehta hain ankhon mein
waqt nahi badla bas ghari badalta raha hathon mein
suraj mashriq se maghrib orr ham jagte rahe raaton mein
juthe dilaase na de agar na hazir hota madad mein
sab chor gye to kya hua bas na chor tu
jeene ka sabab
sans guthta akele mein shayad mera dil hogya baraf
ghar wale tang mujhse ke kahan chale iske saare adab
bhala chate hain wo to unse kyun tera lehja sakht
dil zehen se pehle to na kar iss zahanat ka mawazna
har dost ki mehfil se dur hoon na ata logon mein dhalna
garoor mein ke shayad ye faasle kar sakta hoon uboor
magroor tha tujhpe wo ehsaas kese hogya aaj chiknachoor
jaam se nafrat ha par gam mein ab peeta hoon zaroor

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...