lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu rainbow – khasa aala chahar

Loading...

rainbow lyrics
haatha main re chudi tere
lal lal chori
aur peeli peeli chunni
suit haare rang ka

kal shaam aali shift main hoya si
darj tere area main case chori
suit tang ka

re kyu khamekha bana ri si
mahool jung ka
taine aankha the joh maara tha
re chora main woh

bin baarish ke mausam ne gajaab bana ri
bin badala ke aara dharti pe rainbow
bin baarish ke mausam ne gajaab bana ri
bin badala ke aara dharti pe rainbow

oh taine saat rang phaire
tere gore rang pe
toh mere saatu sur
teri khidmat ke mah lagge

baari baari hovegi taarif teri
ajj mere soye the sabad kismaat te bhi jag ge
kaana ke bhi jhumke
kalol karе the
teri joh maine batavе gale ki ve chain do
bin baarish ke mausam ne gajaab bana ri
bin badala ke aara dharti pe rainbow
bin baarish ke mausam ne gajaab bana ri
bin badala ke aara dharti pe rainbow

re chod ke n khule baal tu
re chod ke n khule baal tu
jadh mhaari gal mein aave

khasa aala maara jaavega
paani main naa aag lagave
re raakhiye jawaani saambh ke
singha te aa rait baagave

taine reel joh banai
kaal din dhole main
va sayani raat ke andhere main
trend kare thi

khule baala ki jo chaya
kavi ne bhi farmaaya
angrezi main jeh bolu jama
end kare thi

selfie bhi lele chori
send kare thi
raakhe fitness ne bhi raakhe
poori maintain woh
bin baarish ke mausam ne gajaab bana ri
bin badala ke aara dharti pe rainbow
bin baarish ke mausam ne gajaab bana ri
bin badala ke aara dharti pe rainbow

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...